![]() | |||||||||||
| |||||||||||
| Notices |
| | LinkBack | Thread Tools | Display Modes |
| LI Senior Member Status: Offline Posts: 115 Reputation: 207 Rep Power: 18 Join Date: Jan 2006 Gender: Way of Life: Muslim | Iman Ka Soda hum deen-e-Muhammad (s.a.w)kay wafa dar sipahi Allah kay ansaar, maddad gar sipahi islam ki azmat kay nigayhdar sipahi batil ki khudai ko gawara na karain gay mar jain gay iman ka soda na karain gay khushnoodi-e-rabb maqsad-e- hastee hai hamara qur'an hi dastoor hai sathe hai hamara quaid bhi Muhammad (S.A.W) sa misalee hai hamara abb hum kisi rahbar ki tamana na karain gay mar jain gay iman ka soda na karain gay seenay say har ik lafz-e-kadoorat ko mita ker tafreeq kay bharqay howay shulon ko bhuja kar dam lain gay insaa(n) ko insaa(n) say mila ker abaad phir ujra howa kashana karain gay mar jain gay iman ka soda na karain gay inkaar hamara hai zamanay ki nazar may iqraar hamara hai zamanayki nazar may kirdaar hamara hai zamanay ki nazar may hum apni hi tasweer ko ruswa na karain gay mar jain gay iman ka soda na karain gay insaaf say phir aadmi mu(n) moor chuka hai suchai say paymaan-e-wafa toor chuka hai daaman-e-yaqee(n) , sabr o raza choor chuka hai hum zinda raho rasm ka paymana karain gay mar jain gay iman ka soda na karain gay p.s this poem can be listened on www.nazmay.com |
| | |
| Account Disabled Status: Offline Posts: 0 Reputation: 0 Rep Power: 0 Join Date: Mar 2006 Way of Life: Undisclosed | Quote:
| |
| | |
| LI Senior Member Status: Offline Posts: 115 Reputation: 207 Rep Power: 18 Join Date: Jan 2006 Gender: Way of Life: Muslim | i read this poem in a urdu magazine and also listend it on t.v long time ago. no i haven't audio of this poem , u can search ... if u find it pls post the link. |
| | |
| Thread Tools | |
| Display Modes | |
| |