/* */

PDA

View Full Version : ایک شخص کہیں سے گزر رہا تھا



Al Shifa
01-24-2011, 07:28 AM
ایک شخص کہیں سے گزر رہا تھا

اس نے ایک بورڈ میں پڑھا


جس پر لکھا تھا


لا الہ الا اللہ محمد رسول اللہ



وہ شخص تھوڑا آگے بڑھا


تو اس نے ایک اور بورڈ دیکھا


جس پر لکھا تھا



سبحان الله وبحمده سبحان الله العظيم


وہ شخص پڑھ کر


مزید آگے بڑھ گیا


تو دیکھا


وہاں ایک اور بورڈ پر لکھا تھا


استغفراللہ


لا الہ الا انت سبحانک انی کنت من الظالمین


وہ شخص تھا کون ؟؟؟؟؟


وہ شخص آپ ہی تھے


میرے محترم


بھائیو ، بہنو


کیا آپ جانتے ہیں


کہ


آپ ابھی اسی کرسی پر بیٹھے بیٹھے اپنے میزان میں


نیک اعمال کا پلڑا کتنا بھاری کر چکے ہیں ؟؟


آپ نے بیٹھے بیٹھے نا صرف


اپنے میزان میں نیک اعمال کا اضافہ کیا ہے


میرے بھی میزان میں اضافہ کر دیا


کیسے ؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟

فرض کیجیئے

آپ نے اپنی زبان سے اپنے رب کی تسبیح ،تحمید واستغفار کر کے


۱۰۰۰


نیکیاں حاصل کیں


اور آپ کے ۱۰۰۰حاصل کرنے پر مجھے بھی ۱۰۰۰مزید مل گئیں



اور اگر آپ نے یہی میسج آگے۵کو مزید فاورڈ


کردیا


تو ان کے ۵۰۰۰بھی آپ کے اعمال میں جمع ہوگئے


ان کی نیکیوں میں کمی کیے بغیر


اور مجھے بیٹھے بیٹھے۶۰۰۰نیکیاں مزید مل گئیں



کیونکہ


پیارے رسول صلی اللہ علیہ وسلم کا فرمان ہے


جس نے نیک عمل کی طرف بلایا اس کے لیے عمل کرنے والے کے برابر اجر ہے ان کے عمل میں کمی کے بغیر


اور کیا خیال ہے


؟؟؟



بھائیو ،



کس چیز کا انتظار ہے ؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟


۱۰۰۰۰۰۰۰۰۰۰۰۰۰۰۰۰۰۰۰۰۰



لا محدود



نیکیاں آپ کی منتظر ہیں


اور آپ کا رب آپ کو نصیحت کر رہا ہے



فَاسْتَبِقُواْ الْخَيْرَاتِ


نیکیوں کی طرف دوڑووووو
Reply

Login/Register to hide ads. Scroll down for more posts
tigerkhan
01-24-2011, 07:47 AM
asalamolikum...
han ya bat tu bilkul teek ha. but har amal ka ek noor hota ha, wo tu us amal karnay walay ko hi milta ha. eg. ap ny kisi ko tahajjud ki namaz ki targeeb di or us nay wo perhnay shourou kar di. obviously ap ko bi us ki tahajud ka agar milay ga, but jo noor or ALLAH SWT ka sath tahaluq us ka buny ga wo ap ka nhe bun sakta. unless ap khud bi wo amal karin. so its good thing but main things is how much we are getting closer to ALLAH SWT, how much we are getting taqwa, tawakal, tahaluq billah.
wasalam
Reply

Al Shifa
01-24-2011, 01:46 PM
Aap theek kehtey hain k jo amal insan khud karta hai, ajar k ilawa us k jo fringe benefits hotey hain un ki kia baat hai. laikin agar Allah k Rasool ney yeh zehn dia hai k amal ka sabab ban ne wale ko bhi utna ajar mile ga jitna karne wale ko, to is mein bhi barre raaz hain. And Imam Ghazali farmate hain k Huzoor ne jo ahkam diye hain un ke asraar ko samjhna har aik k bus ki baat nahin. And Allah ki rehmat bahut barri hai. Agar aap ki niyyat khaalis ho to ain mumkin hai k amal karne wale se ziyadah blessings aap par utrain. Q k kehne wale ne aik aur azeem amal bhi kia hai jo k Amal bil ma'roof wa nahin anil munkir hai. To yeh karriyan pata nahin kahan kahan ja k milti hain. To Allah ki rahmat se umeed rakhni chahiye k wo app ko ajar k ilawa sare fringe benefits or barakaat bhi ata kare ga.
Bani Israeel k aik Nabi ka waqia hai k woh aik qabar k pass se guzre to dekha k qabar wale ko azaab ho raha hai, kuch arsa bad dubara un ka guzar hua to dekha k qabar wala Allah ki rahmat mein hai. Allah se arz ki ye kia muamala hai, irshad hua k is shakhs ko is k gunahon ne pakrra hua tha. jab yeh fot hua is ki biwi hamila thi to jab is ka bachha peda hua or thorra barra hua to is ki biwi ne us ko madarse parrhne k lie bheja. jab ustad ne us bache ko Bismillah AlRahman AlRahim parrhaya to mujhe hayaa aai k is shakhs ka beta zameen par mere naam ka charcha kare or mein is ko azaab mein rakhoon to mein ne is ka azaab uttha lia. To us bache k amal mein us shakhs ka koi hisa na tha, laikin aik ta'alluq ne bigrri hui ko bana diya.

Agar hamari niyyat khaalis rahe to yeh sab hamari bakhshish k bahane hain. Hamain apna amal kar k baqi sab Allah par chorr dena hai Woh hamain, khud ham se bhi behtar janta hai k ham ne yeh kam kis niyyat or kis jazbe kia hai or is ka kia ajar hona chahiye.
Aap apne amal k baagh ko pani dete rahain or phal phool, lagane wale ki marzi pe chhorr dein. K ya Allah hamare bus mein jo tha ham ne kar diya, tu qabool kar ya radd kar, teri marzi.
Reply

iqbalkuwait
03-01-2011, 06:38 PM

Reply

Hey there! Looks like you're enjoying the discussion, but you're not signed up for an account.

When you create an account, you can participate in the discussions and share your thoughts. You also get notifications, here and via email, whenever new posts are made. And you can like posts and make new friends.
Sign Up
British Wholesales - Certified Wholesale Linen & Towels | Holiday in the Maldives

IslamicBoard

Experience a richer experience on our mobile app!