× Register Login What's New! Contact us
Results 1 to 11 of 11 visibility 32905

Waqai Karbala, Tareekh ke ainae mai- Urdu Book

  1. #1
    Masuma's Avatar Full Member
    brightness_1
    kutsalgizemler.com
    star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate
    Join Date
    Sep 2009
    Location
    :p ak
    Gender
    Female
    Religion
    Islam
    Posts
    789
    Threads
    62
    Rep Power
    91
    Rep Ratio
    56
    Likes Ratio
    4

    Exclamation Waqai Karbala, Tareekh ke ainae mai- Urdu Book

    Report bad ads?

    Download or read urdu book below
    http://www.scribd.com/doc/73737595/W...e-me-Urdu-Book


    The view of Aima karam, Muhaddiseen and Islamic Scholars about Hazrat Yazeed bin Mu'awaia (R.A)


    Allama Ibn-e-Kaseer kehtey hain:

    “Ek dafa Yazeed (Rehmatullah Alaih) ney Abdullah Ibn-e-Abbas (Razi Allah Unho) k saamney
    taqreer ki aur jab Yazeed (Rehmatullah Alaih) wahan sey uth gaye to Abdullah Ibn-e-Abbas (Razi
    Allah Unho) ney fermaya Banu Harb {Harb:Yazeed k perdada ka naam} aur Yazeed
    (Rehmatullah Alaih) agar Duniya sey chaley gaye to Duniya sey Ulma uth jaayegein” (Albadaya
    Wannahaya Vol. 8 pg. 229)

    Imam Zehbi aur Allama Ibn-e-Kaseer likhtey hain:

    “ Aur Yazeed (Rehmatullah Alaih) ki zaat main qabil-e-sataish sifaat halm-o-karam, fasahat-o-
    shergoi, aur shujaat-o-bahaduri ki thiin. Aur mamlaat-e-hukumat main umda raye rakhtey they aur
    woh khubsoorat aur khush seerat they.” (Albadaya Wannahaya Vol. 8 pg. 220, Al Islam by Imam
    Zehbi Vol. 3 pg. 93)

    Allama Ibn-e-Hajr Asqalani likhtey hain:

    “ aur ibn-e-shozab ney biyan kya k main ney Ibraheem bin abi abad sey yeh baat suni hay woh kehtey they k main ney Khalifa Umer bin Abdulaziz ko Yazeed bin Mavia (Rehmatullah Alaih) per ‘Rehmatullah Alaih’ kehtey suna hay” (Lisaan-ul-Meezan Vol. 6 pg. 294)

    Musab Zubairi (Rehmatullah Alaih) kehtey hain k:

    “Yazeed (Rehmatullah Alaih) ek swaleh mard-e-mumin they” (Tehzeeb Vol. 6 pg. 300

    Isi tarah Encyclopedia of Islam main likha hay k:

    “ Ameer Yazeed (Rehmatullah Alaih) hud darja haleem-o-kareem, sanjeeda, mateen, ghuror-o-
    takabur sey mubbarra, apni zer-e-dast riyaya k mehboob, tazk-o-ehtishaam-e-shahi sey
    mutannafir they. Aam sheharyoon ki tarah saada maashrat sey zindagi basar kerney waley aur
    muhazzib insaan they.” (Encyclopedia of ISLAM pg. 1163)

    Isi tarah Allama Ibn-e-Kaseer likhtey hain:

    “Ameer Yazeed (Rehmatullah Alaih) ney 51 hijri, 52 hijri aur 53 hijri main logoon ko Hajj keraya aur ameer-e-Hajj k faraiz anjaam diye” (Albadaya Wannahaya Vol. 8 pg 229)

    Sahih Bukhari ki hadees hay:

    “NABI (SAW) ney fermaya k meri ummat ka pehla lashkar jo Qaysar k shehar Qustuntunia per jihad kerega un k liye Allah ki taraf sey Maghfarat hay” (Sahih Bukhari Vol. 1 pg. 410) “Qustuntnuia per sab sey awwal jihad Yazeed (Rehmatullah Alaih) bin Mavia (Razi Allah Unho) ney kya aur un k saath sadaat-e-sahaba misl Ibn-e-Umer, Ibn-e-Abbas, Ibn-e-Zubair, Abu Ayub Ansari (Rizwanullah Ajmain) aur ek jamaat thi” (Hashia Sahih Bukhari Vol. 1 pg. 410)

    When Imam Ghazaali was asked if it was all right to curse Yazeed, he replied No. He was asked was it all right to say rahimahullah? He said Yes it is Mustahab (highly recommended).
    [Qaid as Shareed min Akhbar e Yazeed pg 57-59].

    Imam Ghazaali further said, Yazeed was a Muslim and when we pray for the Muslims Allhummagfirli Muslimineen was Muslimaat (O Allah forgive the Musilms men and women) he is also included in our prayers.
    [Qaid as Shareed min Akhbar e Yazeed pg 57-59]

    Source: (It is not available anymore but here is the url http://islamic-research-foundation.blogspot.com)

    chat Quote

  2. Report bad ads?
  3. #2
    talha dar's Avatar Limited Member
    brightness_1
    Limited Member
    star_rate star_rate
    Join Date
    Sep 2015
    Gender
    Male
    Religion
    Islam
    Posts
    4
    Threads
    0
    Rep Power
    0
    Rep Ratio
    268
    Likes Ratio
    100

    Re: Waqai Karbala, Tareekh ke ainae mai- Urdu Book

    Sahih Bukhari Vol. 1 pg. 410
    is reference pe mujy aesi koi hadees nahi mili kindly check it

    Qaid as Shareed min Akhbar e Yazeed
    ye book net pe nahi mili kindly provide kr den
    chat Quote

  4. #3
    talha dar's Avatar Limited Member
    brightness_1
    Limited Member
    star_rate star_rate
    Join Date
    Sep 2015
    Gender
    Male
    Religion
    Islam
    Posts
    4
    Threads
    0
    Rep Power
    0
    Rep Ratio
    268
    Likes Ratio
    100

    Re: Waqai Karbala, Tareekh ke ainae mai- Urdu Book

    Sahih Bukhari Vol. 1 pg. 410
    is reference pe mujy aesi koi hadees nahi mili kindly check it

    Qaid as Shareed min Akhbar e Yazeed
    ye book net pe nahi mili kindly provide kr den
    chat Quote

  5. #4
    Aamir Rasheed's Avatar Limited Member
    brightness_1
    Limited Member
    star_rate
    Join Date
    Mar 2016
    Gender
    Male
    Religion
    Islam
    Posts
    3
    Threads
    0
    Rep Power
    0
    Rep Ratio
    2
    Likes Ratio
    0

    Re: Waqai Karbala, Tareekh ke ainae mai- Urdu Book

    Yeh sab kharji logon ki bakwas hai. Yazeed ko yazeed paleed kehna chaye. Kharji aur rafdi log shuru se hi yazeed ko be gunnah sabit karne par tule huye hen. Yehi hi yazeedi tola hai. Kabhi puri hadees nahi lakhe ga. Bas Apne matlab ki likhe ga. Yazeed paleed hai. Agar in logon ne waqia Ulama Karam Aur Muhadiseen ki books parhi hon to inko illam ho ke yazeed fasiq, zani, haram cheezon ko halal karne wala aur beshumar aib aur gunnah karne wala tha. Us ko galat sabit karne ke liye sirf itna hi kafi he ke jis lashkar ki yeh log baat karte hen woh pehla lashkar Hazrat Abu Bakar Siddique R.A. ke daur e hukumat me hi qustuntuniya ki taraf ja chuka tha. Jahan Tak rahi Hazrat Ameer Muavia R.A. ke lashkar ki baat. To agar is lashkar ki baat bhi karen to yeh yazeed paleed us lashkar mein shamil nahin the jo Hazrat Ameer Muavia ne pehle bheja tha. Is yazeed paleed ko Hazrat Ameer Muavia R.A. ne dosray lashkar me bheja tha. Kyun ke is yazeed paleed ne pehle lashkar me jane se mana kar diya tha. Is ko baad me zabardasti bheja gaya tha. Yeh yazeed paleed hai, paleed hai, paleed hai. Aur yeh lannat ka mustahiq hai.
    chat Quote

  6. Report bad ads?
  7. #5
    Aamir Rasheed's Avatar Limited Member
    brightness_1
    Limited Member
    star_rate
    Join Date
    Mar 2016
    Gender
    Male
    Religion
    Islam
    Posts
    3
    Threads
    0
    Rep Power
    0
    Rep Ratio
    2
    Likes Ratio
    0

    Re: Waqai Karbala, Tareekh ke ainae mai- Urdu Book

    Is yazeed paleed ko jhoota sabit karne ke liye hadees ki books aur bare bare aima aur muhadiseen ki books bhari pari hain. Yeh karjion aur rafdiyon ki sazish hai jo yazeed paleed ko sacha aur Hazrat Imam Hussain Raddiallahu ta'aala anhu ko jhoota sabit karne par tule huye hain. Inko yeh lashkar wali hadees to yaad hai. lekin us ke likhne aur bayan karne me bhi munafqat se kam lete hain. Lekin Yeh nahin yaad ke Hazrat Muhammad S.A.W.W. ne farmaya hai ke ' Main Hussain Se Hun Aur Hussain Mujh Se Hai ' .............
    SHAH AST HUSSAIN, BADSHAH AST HUSSAIN
    DEEN AST HUSSAIN, DEEN PANAH AST HUSSAIN
    SAR-E-DAD NA-DAD DAST DAR DAST-E-YAZEED
    HAQ'QA KE BNA LAILLAHA AST HUSSAIN.
    ISLAM ZINDA HOTA HAI HAR KARBALA KE BAAD.
    chat Quote

  8. #6
    Aamir Rasheed's Avatar Limited Member
    brightness_1
    Limited Member
    star_rate
    Join Date
    Mar 2016
    Gender
    Male
    Religion
    Islam
    Posts
    3
    Threads
    0
    Rep Power
    0
    Rep Ratio
    2
    Likes Ratio
    0

    Re: Waqai Karbala, Tareekh ke ainae mai- Urdu Book

    Is begairti ko band karo aur allah say daro. Jo hazrat muhammad s.a.w.w. Ki aal aulad par zulam kare woh sirf aur sirf lannat ka mustahq hai. Aur yazeed paleed isi lannat ke qabil hai.
    chat Quote

  9. #7
    azc's Avatar Full Member
    brightness_1
    IB Oldskool
    star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate
    Join Date
    Jan 2016
    Gender
    Male
    Religion
    Islam
    Posts
    7,057
    Threads
    391
    Rep Power
    69
    Rep Ratio
    34
    Likes Ratio
    35

    Re: Waqai Karbala, Tareekh ke ainae mai- Urdu Book

    format_quote Originally Posted by Masuma View Post
    Download or read urdu book below http://www.scribd.com/doc/73737595/W...e-me-Urdu-Book The view of Aima karam, Muhaddiseen and Islamic Scholars about Hazrat Yazeed bin Mu'awaia (R.A) Allama Ibn-e-Kaseer kehtey hain: “Ek dafa Yazeed (Rehmatullah Alaih) ney Abdullah Ibn-e-Abbas (Razi Allah Unho) k saamney taqreer ki aur jab Yazeed (Rehmatullah Alaih) wahan sey uth gaye to Abdullah Ibn-e-Abbas (Razi Allah Unho) ney fermaya Banu Harb {Harb:Yazeed k perdada ka naam} aur Yazeed (Rehmatullah Alaih) agar Duniya sey chaley gaye to Duniya sey Ulma uth jaayegein” (Albadaya Wannahaya Vol. 8 pg. 229) Imam Zehbi aur Allama Ibn-e-Kaseer likhtey hain: “ Aur Yazeed (Rehmatullah Alaih) ki zaat main qabil-e-sataish sifaat halm-o-karam, fasahat-o- shergoi, aur shujaat-o-bahaduri ki thiin. Aur mamlaat-e-hukumat main umda raye rakhtey they aur woh khubsoorat aur khush seerat they.” (Albadaya Wannahaya Vol. 8 pg. 220, Al Islam by Imam Zehbi Vol. 3 pg. 93) Allama Ibn-e-Hajr Asqalani likhtey hain: “ aur ibn-e-shozab ney biyan kya k main ney Ibraheem bin abi abad sey yeh baat suni hay woh kehtey they k main ney Khalifa Umer bin Abdulaziz ko Yazeed bin Mavia (Rehmatullah Alaih) per ‘Rehmatullah Alaih’ kehtey suna hay” (Lisaan-ul-Meezan Vol. 6 pg. 294) Musab Zubairi (Rehmatullah Alaih) kehtey hain k: “Yazeed (Rehmatullah Alaih) ek swaleh mard-e-mumin they” (Tehzeeb Vol. 6 pg. 300 Isi tarah Encyclopedia of Islam main likha hay k: “ Ameer Yazeed (Rehmatullah Alaih) hud darja haleem-o-kareem, sanjeeda, mateen, ghuror-o- takabur sey mubbarra, apni zer-e-dast riyaya k mehboob, tazk-o-ehtishaam-e-shahi sey mutannafir they. Aam sheharyoon ki tarah saada maashrat sey zindagi basar kerney waley aur muhazzib insaan they.” (Encyclopedia of ISLAM pg. 1163) Isi tarah Allama Ibn-e-Kaseer likhtey hain: “Ameer Yazeed (Rehmatullah Alaih) ney 51 hijri, 52 hijri aur 53 hijri main logoon ko Hajj keraya aur ameer-e-Hajj k faraiz anjaam diye” (Albadaya Wannahaya Vol. 8 pg 229) Sahih Bukhari ki hadees hay: “NABI (SAW) ney fermaya k meri ummat ka pehla lashkar jo Qaysar k shehar Qustuntunia per jihad kerega un k liye Allah ki taraf sey Maghfarat hay” (Sahih Bukhari Vol. 1 pg. 410) “Qustuntnuia per sab sey awwal jihad Yazeed (Rehmatullah Alaih) bin Mavia (Razi Allah Unho) ney kya aur un k saath sadaat-e-sahaba misl Ibn-e-Umer, Ibn-e-Abbas, Ibn-e-Zubair, Abu Ayub Ansari (Rizwanullah Ajmain) aur ek jamaat thi” (Hashia Sahih Bukhari Vol. 1 pg. 410) When Imam Ghazaali was asked if it was all right to curse Yazeed, he replied No. He was asked was it all right to say rahimahullah? He said Yes it is Mustahab (highly recommended). [Qaid as Shareed min Akhbar e Yazeed pg 57-59]. Imam Ghazaali further said, Yazeed was a Muslim and when we pray for the Muslims Allhummagfirli Muslimineen was Muslimaat (O Allah forgive the Musilms men and women) he is also included in our prayers. [Qaid as Shareed min Akhbar e Yazeed pg 57-59] Source: (It is not available anymore but here is the url http://islamic-research-foundation.blogspot.com)
    yazeed k bare me tarif ya tanqis se bacha jae. Ap tahqiq Karen. Dr zakir naik, dusre adyan se mutalliq qabile aitbar hen faqat.
    chat Quote

  10. #8
    azc's Avatar Full Member
    brightness_1
    IB Oldskool
    star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate
    Join Date
    Jan 2016
    Gender
    Male
    Religion
    Islam
    Posts
    7,057
    Threads
    391
    Rep Power
    69
    Rep Ratio
    34
    Likes Ratio
    35

    Re: Waqai Karbala, Tareekh ke ainae mai- Urdu Book

    Baaz log Dr zakir naik sahab k muqallid hen uski misal ye thread mani jae to beja na hoga
    chat Quote

  11. #9
    azc's Avatar Full Member
    brightness_1
    IB Oldskool
    star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate
    Join Date
    Jan 2016
    Gender
    Male
    Religion
    Islam
    Posts
    7,057
    Threads
    391
    Rep Power
    69
    Rep Ratio
    34
    Likes Ratio
    35

    Re: Waqai Karbala, Tareekh ke ainae mai- Urdu Book

    Doston, Yazeed k bare me khamosh rehna behtar he. RasulAllah s.a.w uske bhupa, walid aura dada sahabi aur wo khud ek tabi'i. Na uski tarif ki jae aur na lanat ki jae.
    Last edited by azc; 12-18-2016 at 05:52 AM.
    chat Quote

  12. Report bad ads?
  13. #10
    Cherub786's Avatar
    brightness_1
    Account Disabled
    star_rate
    Join Date
    Dec 2016
    Gender
    Male
    Religion
    Islam
    Posts
    50
    Threads
    3
    Rep Power
    0
    Rep Ratio
    9
    Likes Ratio
    64

    Re: Waqai Karbala, Tareekh ke ainae mai- Urdu Book

    format_quote Originally Posted by azc View Post
    Doston, Yazeed k bare me khamosh rehna behtar he. RasulAllah s.a.w uske bhupa, walid aura dada sahabi aura wo khud eke tabi'i. Na uski tarif ki jae aur na lanat ki jae.

    یہ بات غلط ہے کہ یزید پلید کے بارہ میں خاموشی اختیار کرنا چاہئے۔ جس آدمی نے فرزند رسول علیہ السلام کا نہ حق قتل پر راضی ہوا، اس پر ہم کیسے خاموش رہیں؟
    امام اہلسنت احمد بن حنبل رحمت اللہ علیہ نے یزید کا بارہ میں ارشاد فرمایا کہ قاتل صحابہ تھا اور مدینہ پاک کی بے حرمتی کی۔ امام صاحب نے یزید پر لعنت تک جائز قرار دی اور اس کو لعنت کا مستحق سمجھا۔
    Last edited by Cherub786; 12-18-2016 at 05:06 AM.
    chat Quote

  14. #11
    azc's Avatar Full Member
    brightness_1
    IB Oldskool
    star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate
    Join Date
    Jan 2016
    Gender
    Male
    Religion
    Islam
    Posts
    7,057
    Threads
    391
    Rep Power
    69
    Rep Ratio
    34
    Likes Ratio
    35

    Re: Waqai Karbala, Tareekh ke ainae mai- Urdu Book

    ^Yaqinan wo ek mutnaze shakhsiat tha. Uske bare me, musbit or manafi, dono tarah k aqwal milte hen jesa k OP me musbit aur apki post me manafi, jb muamla mashkuk ho, badihatan wazeh na ho to khamoshi behtar he. Usne Hz Husain ra aur unke rufaqa ko shaihd karne ka hukm nahi diya tha balki ye ubaidullah b zyad Jo Hz husain ra Ko baghi samjhta tha ne unko qatl krne ka hukm diya tha, . Yazeed ki ghalati ye thi k usne qatilane husain ko saza nahi Di. Aur jab Hz abdullah b zubair RA k khilaf hamla kiya tha to us waqt Hz husain RA k bete Hz a zainul abideen ra k bare me yazeed ne kaha tha k agar Hz ibn zubair RA ki taraf se jung Karen to unpar hamla na kiya jae sirf khud ka difa kiya jae goya k usko apni ghalati ka ahsas tha Jo Hz husain RA k muamle me hui thi.... har shakhs pane amal ka zimmedar he. Kya us par lanat bhejne se hame koi sawab milta he..? Nahi, Balki hame lanat ko Allah swt k same sabit krna hoga agar bach gae to thik warna mushkil me. Aur phir hadith me he mare k bare me bura na bolo. (Allahu Alam)
    Last edited by azc; 12-18-2016 at 06:28 AM.
    chat Quote


  15. Hide
Hey there! Waqai Karbala, Tareekh ke ainae mai- Urdu Book Looks like you're enjoying the discussion, but you're not signed up for an account.

When you create an account, we remember exactly what you've read, so you always come right back where you left off. You also get notifications, here and via email, whenever new posts are made. And you can like posts and share your thoughts. Waqai Karbala, Tareekh ke ainae mai- Urdu Book
Sign Up

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •  
create