× Register Login What's New! Contact us
Results 1 to 5 of 5 visibility 3893

Awrat ki ghar main namaz afzal he

  1. #1
    azc's Avatar Full Member
    brightness_1
    IB Oldskool
    star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate
    Join Date
    Jan 2016
    Gender
    Male
    Religion
    Islam
    Posts
    7,057
    Threads
    391
    Rep Power
    69
    Rep Ratio
    34
    Likes Ratio
    35

    Awrat ki ghar main namaz afzal he

    Report bad ads?

    Aurat ka (Masjid ke Muqaable me) Apne Ghar me Namaaz pardna Afzal aur Zyaada Baa-is e Sawaab hai.

    1 – Hazrat Abdullah bin Masood Rdh. se riwayat hai ke
    حَدَّثَنَا أَبُو عَبْدِ اللَّهِ مُحَمَّدُ بْنُ عَبْدِ اللَّهِ بْنِ أَحْمَدَ الزَّاهِدُ الْأَصْبَهَانِيُّ، ثنا أَحْمَدُ بْنُ مَهْدِيِّ بْنِ رُسْتُمٍ الْأَصْبَهَانِيُّ، ثنا عَمْرُو بْنُ عَاصِمٍ الْكِلَابِيُّ، ثنا هَمَّامٌ، عَنْ قَتَادَةَ، عَنْ مُوَرِّقٍ، عَنْ أَبِي الْأَحْوَصِ، عَنْ عَبْدِ اللَّهِ، عَنِ النَّبِيِّ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ، قَالَ: «صَلَاةُ الْمَرْأَةِ فِي بَيْتِهَا أَفْضَلُ مِنْ صَلَاتِهَا فِي حُجْرَتِهَا، وَصَلَاتُهَا فِي مَخْدَعِهَا أَفْضَلُ مِنْ صَلَاتِهَا فِي بَيْتِهَا»

    Rasoolullah SAW ne Farmaaya : Aurat ki Ghar ke Andar ki Namaz, Ghar ke Sehan ki Namaz se afzal hai aur Uski Ghar ki [Andruni] Kotri ki Namaz, Ghar ki Namaz se Behtar hai.
    (Mustadrak al Haakim Ma’a Talkhees Liz Zehbi : Jild 1 : Safa 328, Hadees no 757, Imam Haakim Rh. aur Imam Zehbi Rh. is riwayat ko Shaikhain ki Sharat par SAHEEH Qaraar diya hai,Mu-ajjamul Kabeer Lit Tabraani : Jild 9 : Safa 295)

    2 – Ummul Momineen Umme Salama Rdh. Bhi Farmaati hai ke
    عَن أم سَلمَة رَضِي الله عَنْهَا قَالَت قَالَ رَسُول الله صلى الله عَلَيْهِ وَسلم صَلَاة الْمَرْأَة فِي بَيتهَا خير من صلَاتهَا فِي حُجْرَتهَا وصلاتها فِي حُجْرَتهَا خير من صلَاتهَا فِي دارها وصلاتها فِي دارها خير من صلَاتهَا فِي مَسْجِد قَومهَا
    Huzur SAW ne Farmaaya ke Aurat ki Apni Kotri ki Namaz Behtar hai, Uske Bade Kamre ki Namaz se aur Uske Bade Kamre ki Namaz Behtar hai, Ghar ke Sehan ki Namaz se aur Uske Sehan ki Namaz, Masjid ki Namaz se Behtar hai.
    (Mu-jjamul Ausat Lit Tabraani, Bahawala At-Targheeb wat Tarheeb Lil Munziri : Jild 1 : Safa 135,Imam Munziri Rh. iski Sanad ko Mazboot Kehte hai)

    3 – Yahi riwayat Mukhtalif Alfaaz ke Saat Hazrat Ayesha Rdh. se bhi Marwi hai, Unke riwayat ke Alfaaz Yeh hai :
    حَدَّثَنَا سَعِيدُ بْنُ نَصْرٍ وَعَبْدُ الْوَارِثِ بْنُ سُفْيَانَ قَالَا حَدَّثَنَا قَاسِمُ بْنُ أَصْبَغَ قَالَ حَدَّثَنَا إِسْمَاعِيلُ بْنُ إِسْحَاقَ حَدَّثَنَا أَبُو ثَابِتٍ حَدَّثَنَا حَاتِمُ بْنُ إِسْمَاعِيلَ عَنْ يَحْيَى بْنِ عَبْدِ الرَّحْمَنِ بْنِ مُحَمَّدِ بْنِ عَبْدِ الرَّحْمَنِ بْنِ أَبِي لَبِيبَةَ عَنْ جَدِّهِ عَنْ عَائِشَةَ قَالَتْ قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ صَلَاةُ الْمَرْأَةِ فِي بَيْتِهَا خَيْرٌ مِنْ صَلَاتِهَا فِي حُجْرَتِهَا وَصَلَاتُهَا فِي حُجْرَتِهَا خَيْرٌ مِنْ صَلَاتِهَا فِي دَارِهَا وَصَلَاتُهَا فِي دَارِهَا خَيْرٌ مِنْ صَلَاتِهَا فِيمَا وَرَاءَ ذَلِكَ
    (At-Tamheed Li Ibn Abdul Barr : Jild 23 : Safa 401,wa Isnaaduhu HASAN Bish-Shawaahid)

    4 – Hazrat Abu Hurairah Rdh. se bhi Isi Qism ke Alfaaz Marwi hai, aur Riwayat ke Alfaaz Yeh hai :
    حَدَّثَنَا مُحَمَّدُ بْنُ إِسْمَاعِيلَ السُّلَمِيُّ، ثنا أَيُّوبُ بْنُ سُلَيْمَانَ بْنِ بِلَالٍ، ثنا أَبُو بَكْرٍ يَعْنِي ابْنَ أَبِي أُوَيْسٍ، عَنْ سُلَيْمَانَ يَعْنِي ابْنَ بِلَالٍ، عَنْ شَرِيكٍ، عَنْ يَحْيَى بْنِ أَبِي كَثِيرٍ، عَنْ مُحَمَّدِ بْنِ عَبْدِ الرَّحْمَنِ بْنِ لَبِيبَةَ، عَنِ الْقَاسِمِ بْنِ مُحَمَّدٍ، عَنْ عَائِشَةَ، قَالَتْ: قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ: «لَأَنْ تُصَلِّيَ الْمَرْأَةُ فِي بَيْتِهَا خَيْرٌ لَهَا مِنْ أَنْ تُصَلِّيَ فِي حُجْرَتِهَا، وَلَأَنْ تُصَلِّيَ فِي حُجْرَتِهَا خَيْرٌ لَهَا مِنْ أَنْ تُصَلِّيَ فِي الدَّارِ، وَلَأَنْ تُصَلِّيَ فِي الدَّارِ خَيْرٌ لَهَا مِنْ أَنْ تُصَلِّيَ فِي الْمَسْجِدِ»
    (At-Tamheed Li Ibn Abdul Barr : Jild 23 : Safa 399,wa Isnaaduhu HASAN Bish-Shawaahid)

    5 – Hazrat Ibn Omer Rdh. se riwayat hai ke
    حَدَّثَنَا أَبُو الْعَبَّاسِ مُحَمَّدُ بْنُ أَحْمَدَ الْمَحْبُوبِيُّ، بِمَرْوَ، ثنا سَعِيدُ بْنُ مَسْعُودٍ، ثنا يَزِيدُ بْنُ هَارُونَ، أَنْبَأَ الْعَوَّامُ بْنُ حَوْشَبٍ، حَدَّثَنِي حَبِيبُ بْنُ أَبِي ثَابِتٍ، عَنِ ابْنِ عُمَرَ، قَالَ: قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ: «لَا تَمْنَعُوا نِسَاءَكُمُ الْمَسَاجِدَ، وَبُيُوتُهُنَّ خَيْرٌ لَهُنَّ»
    Rasoolullah SAW ne Farmaaya ke Apne Aurto ko Masjid Aane se Na Roko, Halaanke Unke Ghar Unke liye Zyaada Behtar hai. (Yaani Masjido me Namaaz Pardne ke Muqaable me Unke liye Ghar me Namaaz Pardna Zyaada Baa-is e Sawaab hai).
    (Mustadrak al Haakim Ma’a Talkhees Liz Zehbi : Jild 1 : Safa 327, Hadees no 755, Imam Haakim Rh. aur Imam Zehbi Rh. is riwayat ko Shaikhain ki Sharat par SAHEEH Qaraar diya hai)

    6 – Isi riwayat Ek aur riwayat me Zikr hai ke
    إِنَّهَا لَا تَكُونُ أَقْرَبَ إِلَى اللَّهِ مِنْهَا فِي قَعْرِ بَيْتِهَا
    Aap Saw ne Farmaaya ke Aurat Allah se Sabse Zyaada Qareeb us Waqt hoti hai, Jab ke wo Apne Ghar me Hoti hai.
    (Mu-jjamul Ausat Lit Tabraani,Imam Munziri Rh. aur Imam Haismi Rh. Farmaate hai ke Iske Rijaal Saheehain ke Rijaal hai,At-Targheeb wat Tarheeb : Jild 1 : Safa 141, Majmu az Zawaaid : Hadees no 7671, wal-Lafzalahu)

    - - - Updated - - -

    1 – Hazrat Ayesha Rdh ka Irshaad :

    حَدَّثَنَا عَبْدُ اللَّهِ بْنُ يُوسُفَ، قَالَ: أَخْبَرَنَا مَالِكٌ، عَنْ يَحْيَى بْنِ سَعِيدٍ، عَنْ عَمْرَةَ، عَنْ عَائِشَةَ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهَا، قَالَتْ: «لَوْ أَدْرَكَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ مَا أَحْدَثَ النِّسَاءُ لَمَنَعَهُنَّ كَمَا مُنِعَتْ نِسَاءُ بَنِي إِسْرَائِيلَ»
    Aurto ne Zaib wa Zeenat aur Khoobsurti ki Numaaish ka Jo Tariqa Ijaad karliya hai, Agar Rasoolullah SAW use Mulaaheza Karlete, Toh Unhe Masjido se Zaroor Rok-dete, Jaisa Bani Israael ki Aurtein Rokdi gayi thi.
    (Saheeh Bukhari : Hadees no 869)

    Hazrat Ayesha Rdh. ka Ek aur Irshaad :

    حَدَّثَنَا الْحَكَمُ، حَدَّثَنَا عَبْدُ الرَّحْمَنِ بْنُ أَبِي الرِّجَالِ، فَقَالَ أَبِي: يَذْكُرُهُ عَنْ أُمِّهِ، عَنْ عَائِشَةَ، عَنِ النَّبِيِّ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ قَالَ لَا تَمْنَعُوا إِمَاءَ اللهِ مَسَاجِدَ اللهِ، وَلْيَخْرُجْنَ تَفِلَاتٍ ” قَالَتْ عَائِشَةُ: ” وَلَوْ رَأَى حَالَهُنَّ الْيَوْمَمَنَعَهُنَّ
    Huzur SAW ne Farmaaya ke Allah ke Bandiyo ko Allah ki Masaajid se na Roko aur wo Gharo se is Halaat me Nikle, ke Unke Kapdo se Buh aati ho.
    Hazrat Ayesha Rdh. Aage Bayaan karti hai ke Agar Huzur SAW Aaj ke Halaat Dekh-lete (ke Aurtein Kharaab Kapdo ko Chor-kar, Kaise Zeenat Waale Libaas aur Zeenat waali Cheeze Istemaal Kar rahi hai), Toh Aap SAW Aurto ko Masjid Aane se Rok-dete.
    (Musnad e Ahmed : Hadees no 24406,wa Isnaaduhu SAHEEH wa Rijaaluhu Kulluhum Siqaatun)

    2 –Hazrat Omer bin Khattab Rdh.Al Mutawaffa 22 Hij.aur Hazrat Zubair Ibn ul Awaam Rdh.Al Mutawaffa 36 Hij.ne bhi is Baat ko Na-pasand kiya ke Aurtein Masjid me Jaakar Namaaz Pardhe, Tafseel Yaha par Maujood hai :

    3 –Hazrat Abdullah bin Masood Rdh. Farmaate hai ke
    حَدَّثَنَا إِسْحَاقُ بْنُ إِبْرَاهِيمَ، عَنْ عَبْدِ الرَّزَّاقِ، عَنِ الثَّوْرِيِّ، عَنِ الْأَعْمَشِ، عَنْ إِبْرَاهِيمَ، عَنْ أَبِي مَعْمَرٍ، عَنِ ابْنِ مَسْعُودٍ، قَالَ: ” كَانَ الرِّجَالُ، وَالنِّسَاءُ فِي بَنِي إِسْرَائِيلَ يُصَلُّونَ جَمِيعًا، فَكَانَتِ الْمَرْأَةُ إِذَا كَانَ لَهَا الْخَلِيلُ تَلْبَسُ الْقَالَبَيْنِ تَطَوَّلُ بِهِمَا لِخَلِيلِهَا، فَأَلْقَى الله عَلَيْهِنَّ الْحَيْضَ، فَكَانَ ابْنُ مَسْعُودٍ يَقُولُ: أَخِّرُوهُنَّ حَيْثُ أَخَّرَهُنَّ اللهُ “
    Bani Israael ke Mardo wa Aurtein Ekhatta Namaaz Pardha karte the, Jab Kisi
    Aurat ka Koi Aashna hota, Toh Khadawan Pahen leti thi, Jisse wo Lambi Hojaati Apne Aashna ko Dekhne ke liye (Toh Unki is na-Zeba Harkat par Ba-taur Sazaa ke) Unpar Haiz Musallat Kardiya gaya (Yaani Haiz ki Muddat Daraaz kardi gayi aur Is Halaat me Masjid me Unka Aana Haraam Kardiya gaya.
    Hazrat Abdullah bin Masood Rdh. isko Bayaan karne ke baad Farmaate the ke In Aurto ko Nikaalo Jaha se Allah ne Inko Nikaala hai.
    (Saheeh Ibn Khuzaima : Hadees no 1700, Jild 2 : Safa 350, Majmu az Zawaaid : Hadees no 2120,wal Lafzalahu)

    Hazrat Ibn Masood Rdh. ne Nihaayat Waazeh aur Saaf Taur par Bayaan kiya ke Jis Jagah (Yaani Masjid) se Allah ne in Aurto ko Nikaal diya (Allah ke Hukum ki Itteba me, Aye Logo) Tum bhi Waha se (Yaani Masjido se) Aurto ko Nikaal do.
    Sirf Itna hi Nahi, Balke Ek riwayat me Hazrat Abu Amr Ash-Shaybaani Rh.Al Mutawaffa 96 Hij. Farmaate hai ke
    حَدَّثَنَا عَلِيٌّ، أَخْبَرَنَا شُعْبَةُ، عَنْ أَبِي إِسْحَاقَ، عَنْ أَبِي عَمْرٍو الشَّيْبَانِيِّ قَالَ: «رَأَيْتُ عَبْدَ اللَّهِ بْنَ مَسْعُودٍ يُخْرِجُ النِّسَاءَ مِنَ الْمَسْجِدِ يَوْمَ الْجُمُعَةِ»
    Maine Ibn Masood Rdh. ko Dekha ke Aap Rdh. Aurto ko Kankariya Maarkar Masjid se Baher Nikaal rahe the.
    (Musnad e Ibn ul Ja’ad : Hadees no 427,Wal-lafzalahu, Imam Haismi Rh. aur Imam Busairi Rh. ne Iske Rijaal ko SIQA Farmaaya hai, Imam Ibn Hajar Rh. ne SAHEEH aur Imam Munziri Rh. ne Iski Sanad ke bare me Farmaaya ke Isme koi Kharaabi Nahi hai,Majmu az Zawaaid : Hadees no 2119, Ittehaaful Khairatul Mahrah Lil Busairi : Hadees no Jild 4 : Safa 653, Hadees no 685, At-Targheeb wat Tarheeb : Jild 1 : Safa 142, Hadees no 516)

    4 – Hazrat Abu Abdur Rehman Abdullah bin Omer Rdh.Al Mutawaffa 74 Hij.ka Amal :
    Imam Aaini Rh.Al Mutawaffa 855 Hij.Farmaate hai ke
    كَانَ ابْن عمر، رَضِي الله تَعَالَى عَنْهُمَا، يقوم يحصب النِّسَاء يَوْم الْجُمُعَة يخرجهن من الْمَسْجِد
    Ibn Omer Rdh. Jume ke Din Khadi Aurto ko Kankariya Maar-kar Baher Nikal rahe the.(Umdatul Qaari : Jild 6 : Safa 157)

    Is riwayat ki SANAD Nahi Mili, Lekin Iski Taa-id Dusri SAHEEH riwayaat se Hoti hai. Masalan,
    Imam Naafe Rh.Al Mutawaffa 117 Hij.Farmaate hai ke

    حَدَّثَنَا وَكِيعٌ، عَنْ سُفْيَانَ، عَنْ عَبْدِ اللَّهِ بْنِ جَابِرٍ، عَنْ نَافِعٍ، عَنِ ابْنِ عُمَرَ «أَنَّهُ كَانَ لَا يُخْرِجُ نِسَاءَهُ فِي الْعِيدَيْنِ»
    Ibn Omer Rdh. Apni Aurto ko Eidain me Nahi Lejaate the (Musannaf Ibn Abi Shaiba : Hadees no 5845, wa IsnaaduhuSAHEEH)

    Hazrat Abdullah bin Abbas Rdh. se riwayat hai ke
    حَدَّثَنَا وَكِيعٌ ، قَالَ : حَدَّثَنَا إسْرَائِيلُ ، عَنْ عَبْدِ الأَعْلَى ، عَنْ سَعِيدِ بْنِ جُبَيْرٍ ، عَنْ عَبْدِ اللهِ بْنِ عَبَّاسٍ ، أَنَّ امْرَأَةً سَأَلَتْهُ عَنِ الصَّلاَة فِي الْمَسْجِدِ يَوْمَ الْجُمُعَةِ ؟ فَقَالَ : صَلاَتُكِ فِي مَخْدَعِكِ أَفْضَلُ مِنْ صَلاَتِكِ فِي بَيْتِكِ ، وَصَلاَتُكِ فِي بَيْتِكِ أفْضَلُ مِنْ صَلاَتِكِ فِي حُجْرَتِكِ ، وَصَلاَتُكِ فِي حُجْرَتِكِ أَفْضَلُ مِنْ صَلاَتِكَ فِي مَسْجِدِ قَوْمِك
    Ek Aurat ne Jume ki Namaz Masjid pardne ke bare me Unse pucha, Hazrat Ibn Abbas Rdh. Jawaab me Unhe Ijaazat Dene ke Ba-jaaye ne Farmaaya :
    Teri Kotri ki Namaz, Tang Kamre ki Namaz se Behtar hai, Tere Tang Kamre ki Namaz, Khule Kamre ki Namaz se Behtar hai aur Teri Khule Kamre ki Namaz Masjid ki Namaz se Behtar hai.
    (Musannaf Ibn Abi Shaiba : Hadees no 7697,wa IsnaaduhuHASAN)
    6 – Imam Abdur Rehman Ibn ul Qaasim Rh. Farmaate hai ke
    حَدَّثَنَا أَبُو دَاوُدَ ، عَنْ قُرَّةَ , قَالَ : حدَّثَنَا عَبْدُ الرَّحْمَنِ بْنُ الْقَاسِمِ ، قَالَ : كَانَ الْقَاسِمُ أَشَدَّ شَيْءٍ عَلَى الْعَوَاتِقِ ، لاَ يَدَعُهُنَّ يَخْرُجْنَ فِي الْفِطْرِ وَالأَضْحَى.
    Imam Qaasim bin Muhammed bin Abubakr Siddiq Rh.Al Mutawaffa 106 Hij.Jawaan Aurto ke bare me Saqt the, wo Unko Eid ul Fitr aur Eid ul Azha ke liye Nahi Nikaalne dete the.
    (Musannaf Ibn Abi Shaiba : Hadees no 5847, wa IsnaaduhuSAHEEH)

    7 – Imam Hasan al Basri Rh.Al Mutawaffa 110 Hij.se Pucha gaya ke
    حَدَّثَنَا وَكِيعٌ ، حَدَّثَنَا إيَاسُ بْنُ دَغْفَلٍ ، قَالَ : سُئِلَ الْحَسَنُ عَنِ امْرَأَةٍ جَعَلَتْ عَلَيْهَا إِنْ أُخْرِجَ زَوْجُهَا مِنَ السِّجْنِ أَنْ تُصَلِّيَ فِي كُلِّ مَسْجِدٍ تُجَمَّعُ فِيهِ الصَّلاَة بِالْبَصْرَةِ رَكْعَتَيْنِ ، فَقَالَ الْحَسَنُ : تُصَلِّي فِي مَسْجِدِ قَوْمِهَا فَإِنَّهَا لاَ تُطِيقُ ذَلِكَ لَوْ أَدْرَكَهَا عُمَرُ بْنُ الْخَطَّابِ لأَوْجَعَ رَأْسَهَا
    Ek Aurat ke bare me ke Jisne Yeh Nazar Maangi Rakhi thi ke Agar Uska Shohar ko Jail se Rihaayi mil-jaaye, Toh wo Basra ki Har us Masjid me 2 Rakaat Nafil Pardhegi, Jisme Ba-jamaat Namaz hoti hai.
    Hazrat Hasan al Basri Rh. ne Farmaaya ke wo Apne Mahelle ki Masjid me 2 Rakaatein Aada karke Apni Nazar puri kare, Kyunke Basra ki Har Masjid me Jaakar Namaz pardne ki (Sharan) Taaqat Nahi, Neez Hasan al Basri Rh. Farmaate hai ke Agar Umar bin Khattab Rdh. Is (Nazar Maangne waali) Aurat ko Paalete, Toh Usko Zaroor Saza Dete.
    (Musannaf Ibn Abi Shaiba : Hadees no 7700,wa IsnaaduhuSAHEEH)

    8 – Imam, al Hafiz, Al Mujtahid Ibrahim an Nakh’ii Rh.Al Mutawaffa 96 Hij.Farmaate hai ke
    حَدَّثَنَا وَكِيعٌ ، عَنْ حَسَنِ بْنِ صَالِحٍ ، عَنْ مَنْصُورٍ ، عَنْ إِبْرَاهِيمَ ، قَالَ : كُرِهَ لِلشَّابَّةِ أَنْ تَخْرُجَ إلَى الْعِيدَيْنِ
    Jawaan Lardkiyo aur Aurto ka Eidain ke liye Nikalna Makrooh hai.(Musannaf Ibn Abi Shaiba : Hadees no 5848,wa IsnaaduhuSAHEEH)

    Isi Tarah Ek aur riwayat me Imam A’mash Rh.Al Mutawaffa 148 Hij. Farmaate hai ke
    حَدَّثَنَا حَفْصٌ ، عَنِ الأَعْمَشِ ، عَنْ إبْرَاهِيمَ ، قَالَ : كَانَ لإِبْرَاهِيمَ ثَلاَثُ نِسْوَةٍ فَلَمْ يَكُنْ يَدَعُهُنَّ يَخْرُجْنَ إلَى جُمُعَةٍ ، وَلاَ جَمَاعَةٍ.
    Imam Ibrahim an Nakh’ii Rh. ki 3 Biwiya thi aur Unme se Kisi Ek ne bhi Mahelle ki Masjid me Namaaz Nahi Pardhi.
    (Musannaf Ibn Abi Shaiba : Hadees no 7703,wa IsnaaduhuSAHEEH)

    9 – Imam Ibn Juraij Rh.Al Mutawaffa 150 Hij.Farmaate hai ke
    عَنِ ابْنِ جُرَيْجٍ، عَنْ عَطَاءٍ قَالَ: قُلْتُ لَهُ: أَيَحِقُّ عَلَى النِّسَاءِ إِذَا سَمِعْنَ الْأَذَانَ أَنْ يُجِبْنَ كَمَا هُوَ حَقٌّ عَلَى الرِّجَالِ؟ قَالَ: «لَا لَعَمْرِي»
    Maine Imam Aata bin Abi Rabaah Rh.Al Mutawaffa 114 Hij. se pucha hai ke Jaise Mardo ke liye Yeh Haq Saabit hai ke Jab wo Azaan Sune, Toh Masjid me Haazir ho, Kya Aurto ke liye bhi Yeh Saabit hai ?

    Imam Aata Rh. ne QASAM UTHAAKAR Farmaaya ke Unke Liye Saabit Nahi. (Musannaf Abdur Razzaaq : Hadees no 5106, wa IsnaaduhuSAHEEH)

    10 – Imam Sufiyan Sauri Rh.Al Mutawaffa 161 Hij.Farmaate hai
    عَنْسُفْيَانَ الثَّوْرِيِّ: «أَنَّهُ كَرِهَ اليَوْمَ الخُرُوجَ لِلنِّسَاءِ إِلَى العِيدِ»
    ke is Zamaane me Aurto ka Eid ke liye Nikalna Makrooh hai.(Sunan Tirmizi : Hadees no 540)

    11 – Imam Hishaam bin Urwa Rh.Al Mutawaffa 146 Hij.Farmaate hai ke
    حَدَّثَنَا أَبُو أُسَامَةَ ، عَنْ هِشَامِ بْنِ عُرْوَةَ ، عَنْ أَبِيهِ ؛ أَنَّهُ كَانَ لاَ يَدَعُ امْرَأَةً مِنْ أَهْلِهِ تَخْرُجُ إِلَى فِطْرٍ ، وَلاَ إِلَى أَضْحَى.
    Imam Urwa Rh.Al Mutawaffa 94 Hij.Apni Kisi Aurat ko Eid ul Fitr aur Eid ul Azha ke liye Nikalne ka Mauqa Nahi dete the.(Musannaf Ibn Abi Shaiba : Hadees no 5846,wa IsnaaduhuSAHEEH)

    12 – Imam Ibrahim an Nakh’ii Rh.Al Mutawaffa 96 Hij.Farmaate hai ke
    حَدَّثَنَا جَرِيرٌ ، عَنْ مَنْصُورٍ ، عَنْ إِبْرَاهِيمَ ، قَالَ : كَانَ لِعَلْقَمَةَ امْرَأَةٌ قَدْ خَلَتْ فِي السِّنِّ تَخْرُجُ إِلَى الْعِيدَيْنِ.
    Imam AlqamaAl Mutawaffa 70 Hij.ki Ahliya Jo Budhi Hochuki thi, Eidain ke liye Nikalti thi.(Musannaf Ibn Abi Shaiba : Hadees no 5840, wa IsnaaduhuSAHEEH)
    Awrat ki ghar main namaz afzal he

    Allah (swt) knows best
    chat Quote

  2. Report bad ads?
  3. #2
    azc's Avatar Full Member
    brightness_1
    IB Oldskool
    star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate
    Join Date
    Jan 2016
    Gender
    Male
    Religion
    Islam
    Posts
    7,057
    Threads
    391
    Rep Power
    69
    Rep Ratio
    34
    Likes Ratio
    35

    Re: Awrat ki ghar main namaz afzal he

    1 – Hazrat Ayesha Rdh.ka irshad:

    عَنْ عَائِشَةَ، قَالَتْ: بَيْنَمَا رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ جَالِسٌ فِي الْمَسْجِدِ، إِذْ دَخَلَتِ امْرَأَةٌ مِنْ مُزَيْنَةَ تَرْفُلُ فِي زِينَةٍ لَهَا فِي الْمَسْجِدِ، فَقَالَ النَّبِيُّ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ: «يَا أَيُّهَا النَّاسُ انْهَوْا نِسَاءَكُمْ عَنْ لُبْسِ الزِّينَةِ، وَالتَّبَخْتُرِ فِي الْمَسْجِدِ، فَإِنَّ بَنِي إِسْرَائِيلَ لَمْ يُلْعَنُوا حَتَّى لَبِسَ نِسَاؤُهُمُ الزِّينَةَ، وَتَبَخْتَرْنَ فِي الْمَسَاجِدِ»
    Huzur SAW Masjid me Tashreef Farmaa the ke Qabeele Muzaina ki Ek Aurat Khoobsurat Kapdo me Mazeen Naaz-o-Nakhoot ke Saat Masjid me Daaqil huwi (Uski Yeh Na-pasandida Kaifiyat Dekh-kar) Rasoolullah SAW ne Farmaaya :
    Aye Logo !Apni Aurto ko Zeenat se Aaraasta hokar aur Khush Raftaari ke Saat Masjid meAane se Rooko, Bani Israael Usi Waqt Maloon kiye gaye, Jab Unki Aurtein Saj-Dhaj kar Naaz-o-Nakhoot se Masjido me Aane Lagi.
    (Sunan Ibn Majaah : Hadees no 4001,wa IsnaaduhuHASAN)

    2 – Hazrat Abu Hurairah Rdh. se riwayat hai ke
    حَدَّثَنَا يَحْيَى بْنُ يَحْيَى، وَإِسْحَاقُ بْنُ إِبْرَاهِيمَ، قَالَ يَحْيَى: أَخْبَرَنَا عَبْدُ اللهِ بْنُ مُحَمَّدِ بْنِ عَبْدِ اللهِ بْنِ أَبِي فَرْوَةَ، عَنْ يَزِيدَ بْنِ خُصَيْفَةَ، عَنْ بُسْرِ بْنِ سَعِيدٍ، عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ قَالَ: قَالَ رَسُولُ اللهِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ: «أَيُّمَا امْرَأَةٍ أَصَابَتْ بَخُورًا فَلَا تَشْهَدْ مَعَنَا الْعِشَاءَ الْآخِرَةَ»
    Rasoolullah SAW ne Farmaaya : Jis Aurat ne bhi Khusbo ki Dhuni li ho, Toh wo Hamaare Saat Ishaa ki Jamaat me Haazir na ho.(Saheeh Muslim : Jild 1 : Safa 328)

    Aur Musa bin Yasaar Rh. se riwayat hai ke
    نا أَبُو زُهَيْرٍ عَبْدُ الْمَجِيدِ بْنُ إِبْرَاهِيمَ الْمِصْرِيُّ، نا عَمْرُو بْنُ هَاشِمٍ، يَعْنِي الْبَيْرُونِيَّ، ثنا الْأَوْزَاعِيُّ، حَدَّثَنِي مُوسَى بْنُ يَسَارٍ، عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ قَالَ: مَرَّتْ بِأَبِي هُرَيْرَةَ امْرَأَةٌ وَرِيحُهَا تَعْصِفُ، فَقَالَ لَهَا: إِلَى أَيْنَ تُرِيدِينَ يَا أَمَةَ الْجَبَّارِ؟ قَالَتْ: إِلَى الْمَسْجِدِ قَالَ: تَطَيَّبْتِ؟ قَالَتْ: نَعَمْ قَالَ: فَارْجِعِي فَاغْتَسِلِي، فَإِنِّي سَمِعْتُ رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ يَقُولُ: «لَا يُقْبَلُ اللَّهُ مِنَ امْرَأَةٍ صَلَاةً خَرَجَتْ إِلَى الْمَسْجِدِ وَرِيحُهَا تَعْصِفُ حَتَّى تَرْجِعَ فَتَغْتَسِلَ»
    Hazrat Abu hurairah Rdh. ke Qareeb se Ek Aurat Guzri aur Khushbo Uske Kapdo se Mehak rahi thi.
    Hazrat Abu Hurairah Rdh. ne Pucha ke Aye Khuda e Jabbar ki Bandi, Kaha ka Iraada hai ?
    Usne Kaha : Masjid ka !
    Abu Hurairah Rdh. ne Pucha : Tune Khushbo Lagaa rakhi hai ?
    Usne Kaha : Haa !
    Hazrat Abu Hurairah Rdh. ne Kaha : Laut Jaa aur Use Dho-daal, Kyunke Maine Rasoolullah SAW se Suna hai ke Allah tala Kisi Aurat ki Namaz Qubool nahi karta, Jo Is Halaat me Masjid ke liye Nikle, ke Khusbo Uske Kapdo se Mehak rahi ho.
    (Saheeh Ibn Khuzaima : Hadees : 1682,wal HadeesuhuSAHEEH)

    3 –Hazrat Ayesha Rdh. ka Irshaad :

    حَدَّثَنَا عَبْدُ اللَّهِ بْنُ يُوسُفَ، قَالَ: أَخْبَرَنَا مَالِكٌ، عَنْ يَحْيَى بْنِ سَعِيدٍ، عَنْ عَمْرَةَ، عَنْ عَائِشَةَ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهَا، قَالَتْ: «لَوْ أَدْرَكَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ مَا أَحْدَثَ النِّسَاءُ لَمَنَعَهُنَّ كَمَا مُنِعَتْ نِسَاءُ بَنِي إِسْرَائِيلَ»
    Aurto ne Zaib wa Zeenat aur Khoobsurti ki Numaaish ka Jo Tariqa Ijaad karliya hai, Agar Rasoolullah SAW use Mulaaheza Karlete, Toh Unhe Masjido se Zaroor Rok-dete, Jaisa Bani Israael ki Aurtein Rokdi gayi thi.
    (Saheeh Bukhari : Hadees no 869)

    1 – Imam Ibn Rajab Rh.Farmaate hai ke
    تشير عائشةُ – رضي الله عنها -إلى أن النبي – صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ – كان يرخص في بعض ما يرخص فيه حيث لم يكن في زمنه فسادٌ، ثم يطرأ الفساد ويحدث بعده، فلو أدرك ما حدث بعده لما استمر على الرخصه، بل نهى عنه؛ فإنه إنما يأمرُ بالصلاح، وينهى عن الفساد.
    Hazrar Ayesha Rdh. is baat ki Taraf Ishaara Kar rahi hai ke Nabi SAW ne Baaz Cheezo ki Ijaazat di thi, is Haisiyat se ke Aap SAW ke Zamaane me (Umoomi Aitebaar se) Fasaad nahi tha.
    Phir Aap SAW (ki Wafaat) ke baad Fasaad Aam Horaha hai aur (Mazeed Fasaad) Paida horaha hai.
    Lehaaza Agar Aap SAW Un Cheezo Jo Aapke Baad Paida huwi hai Paalete, (Yaani Huzur SAW ki Sharaa-it ke Mu-aamle Kotaahi karna, Jisse Fasaad horaha tha), Toh Aap SAW Ijaazat par Qaayim na rehte, Balke Usse (Yaani Aurto ko Masjid Aane se) Rok dete, Kyunke Aap SAW Achi baat ka Hukum Dete aur Buri Baat se Rokte the.
    (Fathul Baari Li Ibn Rajab : Jild 8 : Safa 41)

    2 – Hafiz Ibn Hajar Asqalaani Rh Farmaate hai ke
    وَيَتَأَكَّدُ ذَلِكَ بَعْدَ وُجُودِ مَا أَحْدَثَ النِّسَاءُ مِنَ التَّبَرُّجِ وَالزِّينَةِ وَمِنْ ثَمَّ قَالَتْ عَائِشَةُ مَا قَالَتْ
    ‘ Aurto me Aaraaish e Jamaal aur Mardo ke Saamne Jalwa e Aaraayi ki Buri Rasam ke Paida Hona ke baad, Unke liye Masaajid ke Bajaaye Gharo me Namaz Aada karne ka Hukum Mazeed Mu-akkad Hojaata hai.
    Hazrat Ayesha Rdh. ne Apne Irshaad (ke Agar Huzur SAW ke Ahed e Mubarak me Aurto ki Is Buri Rasam ka Zuhoor hogaya hota, Toh Aap SAW Unhe Masjid me Aane se Rok dete, is)me isi Halaat ke Badalne ki wajeh se Hukum ke Badalne ki Baat kahi hai.
    (Fathul Baari Li Ibn Hajar : Jild 2 : Safa 349)
    Awrat ki ghar main namaz afzal he

    Allah (swt) knows best
    chat Quote

  4. #3
    MazharShafiq's Avatar Full Member
    brightness_1
    IB Oldtimer
    star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate
    Join Date
    Sep 2016
    Location
    Pakistan
    Gender
    Male
    Religion
    Islam
    Posts
    2,301
    Threads
    56
    Rep Power
    48
    Rep Ratio
    7
    Likes Ratio
    18

    Re: Awrat ki ghar main namaz afzal he

    جی ہاں جب اس وقت یہ حالات تھے توعورت کے لئے آجکل کے پرفتن دور میں گھر سے باہر نکلنا اشد مجبوری کے علاوہ کس قدر سختی سے منع ہے اس کا اندازہ بخوبی لگایا جا سکتا ہے
    | Likes azc liked this post
    Awrat ki ghar main namaz afzal he

    27y9utc 1 - Awrat ki ghar main namaz afzal he
    chat Quote

  5. #4
    Desert's Avatar
    brightness_1
    Account Disabled
    star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate
    Join Date
    Nov 2017
    Gender
    Female
    Religion
    Islam
    Posts
    406
    Threads
    58
    Rep Power
    0
    Rep Ratio
    20
    Likes Ratio
    21

    Re: Awrat ki ghar main namaz afzal he

    Jazakh Allah khair....
    May Allaah give you jannah.
    chat Quote

  6. Report bad ads?
  7. #5
    azc's Avatar Full Member
    brightness_1
    IB Oldskool
    star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate star_rate
    Join Date
    Jan 2016
    Gender
    Male
    Religion
    Islam
    Posts
    7,057
    Threads
    391
    Rep Power
    69
    Rep Ratio
    34
    Likes Ratio
    35

    Re: Awrat ki ghar main namaz afzal he

    اوراس دور میں بعض لوگ عورت کی نماز مسجد میں پسند کرتے ہیں
    Awrat ki ghar main namaz afzal he

    Allah (swt) knows best
    chat Quote

  8. Hide
Hey there! Awrat ki ghar main namaz afzal he Looks like you're enjoying the discussion, but you're not signed up for an account.

When you create an account, we remember exactly what you've read, so you always come right back where you left off. You also get notifications, here and via email, whenever new posts are made. And you can like posts and share your thoughts. Awrat ki ghar main namaz afzal he
Sign Up

Similar Threads

  1. Replies: 2
    Last Post: 11-20-2008, 06:46 PM
  2. Ghar ko janat banana
    By zaidi in forum Urdu
    Replies: 0
    Last Post: 09-09-2006, 06:44 PM
  3. Afzal Mahmood
    By letuschat in forum Introduce Yourself
    Replies: 6
    Last Post: 02-19-2006, 02:36 AM

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •  
create