Agr Aik maa Apni beti ko begair kisi waja k bht Maray Aur usy galian de Aur usy bola k ghr sa nikal jao Aur darwaza tk khud le k jaye Aur bad me bola k mje kisi aur baat ka gussa tha Aur ilzam b ulta lagaye k ye khud ghr sa ja rahi ti Aur Apni galti pe zara b sharminda na ho Aur bola k me Phr Asa hy marugi
aur beti adha ghanta chup chap mar khaye Aur end pe Agr pucha unchi awaz mein k mara ku tha? To kia beti gunahgar h ya maa?
beti ki galti ye h k usne unchi awaz me baat ki lkn maa ki kia koi galti Nhi h?