Mairay dost ki bivi nay bataya hay k us ko us k husband nay 2 martaba talaaq di hya, Lehaaza apney dost ko kaho k ham nikah - tajdeed kr lain. Jab k main ney apney dost say pocha tu us nay kaha k main nay 2 talaqain us k samney dee hain aur 3rd talaaq us ki gair mojoodgi main gate say bahir aa kr di hay. Bivi nay sirf 2 talaqain sunni hain. Jabk husband nay kaha hay k us nay 2 samney aur aik us ki gair mojodgi main di hay. Please apni tajaveez say aggah krain. k kitni talaqain ho chucki hain?? aur shriat kia kehti hay??