I think it's beats are still used in our (Pakistan) Air Force parades.
I am inspired by it's lyrics since my childhood, especially this line
"Ay mard-e-mujahid jaag zara abh waqat shahadat hai aya
Allah-o-Akhbar!Allah-o-Akhbar!"
So here come the lyrics
Allah-o-Akhbar!Allah-o-Akhbar!
Allah ki rehmat ka saya, tuheed ka parcham lehraya
Ay mard-e-mujahid jaag zara abh waqat shahadat hai aya
Allah-o-Akhbar!Allah-o-Akhbar!
jaan rakh ke hatheli pe ana, hai zulm sey tuj ko takrana
emaan ka hai rakhwala tu, Islam ka hai matwala tu
emaan hai tera sarmaya
Ay mard-e-mujahid jaag zara abh waqat shahadat hai aya
Allah-o-Akhbar!Allah-o-Akhbar!
hath mein abh talwar utha, sar pe kafan maindan mein a
tableeg teri, taqder teri
sab duna hai jageer teri
tareekh ney yeh hai batlya..
Ay mard-e-mujahid jaag zara abh waqat shahadat hai aya
Allah-o-Akhbar!Allah-o-Akhbar!
batil ki nazar lalchai hai, insan pe tang kudai hai
har kufar ney dekh pukara hai, islam ko phir lalkara hai, taqdeer ney yeh din dekhlaya
Ay mard-e-mujahid jaag zara abh waqat shahadat hai aya
Allah-o-Akhbar!Allah-o-Akhbar!
jaan jati hai be-shaq jaey,parcham na tera jukney paey.
gazi ko maut sey kia daar hai, jaatey jahan sey akbar hai
quran mein hai yeh farmaya
Ay mard-e-mujahid jaag zara abh waqat shahadat hai aya
Allah-o-Akhbar!Allah-o-Akhbar!
mehboob-e-kuda key parwaney
chorahat jaad key afsaaney
pegam-e-aqoowat dena hai
yeh kamam tujhi sey lena hai
phir kufar mukabil hai aya