
ye paheli kisi ne mujhe text ki hai... koi samjh nahi aa rahi ke jawab keya hai...
is liye aap logon pe chorti hoon lol. Shukria.
din se ziada roshan hai
raat se ziada siah
khao to haraam hai
piyo to halal
aurat sari zindagi mein aik baar karti hai
aur mard din mein 3 baar
quran mein 5 baar ziker hai
meen se shru hota hai
5 harfon ka lafz hai
jawab keya hai :uuh:
