Qayamat

  • Thread starter Thread starter Hamas
  • Start date Start date
  • Replies Replies 6
  • Views Views 4K

Hamas

Esteemed Member
Messages
130
Reaction score
23
Gender
Male
Religion
Islam
Idhar zindagi ka janaza uthega, udhar zindagi ki dulhan banegi
Qayamat se pehle Qayamat hai yaron, Qayamat se pehle Qayamat hai yaron,
mere samne meri duniya lutegi

Roz hum mauth ke saye mein raha karte hai, Laak pyar hai unse, jinke fitrat mein hai dasna wo dasa karte hai,
Idhar mere armaan kaffan pehene lenge, udhar unke hathon pe mehndi lagegi

Wo parde ke peeche mein parde ke aage, na wo aye aage na main jaoon peeche, woh aage barhenge tho kuch bi na hoga, mein peeche hatunga tho duniya hasegi

Azal se mohabat ki dushman hai duniya, kahin do dilon ko milne na degi, idhar mere dil par kanjar chalega udhar unki ungili pe anguti lagegi :smile:

Attah Ullah.
 
:sl:

:giggling::giggling:

ALLAH SWT say dua hai k aap ki dilli murad pori ho...InshaAllah

:w:
 
Magnificent,............................suuperb

brother HAMAS translate these lines into english (:D) and then you will have many prayers...

bye the way amazing line especially this line---> (Wo parde ke peeche mein parde ke aage, na wo aye aage na main jaoon peeche, woh aage barhenge tho kuch bi na hoga, mein peeche hatunga tho duniya hasegi)

-------
sss
 
:salamext:

Beautiful Poem Mashaa Allaah! :D

I love this bit:
Azal se mohabat ki dushman hai duniya,
kahin do dilon ko milne na degi,
idhar mere dil par kanjar chalega
udhar unki ungili pe anguti lagegi
 
Beautiful poem but only half. Poori poem ka maza hi kuch aur hai. I'll post the full poem later. I have written it on a paper and by the way the poet is not attaullah. He just sang it.
 

Similar Threads

Back
Top