Idhar zindagi ka janaza uthega, udhar zindagi ki dulhan banegi
Qayamat se pehle Qayamat hai yaron, Qayamat se pehle Qayamat hai yaron,
mere samne meri duniya lutegi
Roz hum mauth ke saye mein raha karte hai, Laak pyar hai unse, jinke fitrat mein hai dasna wo dasa karte hai,
Idhar mere armaan kaffan pehene lenge, udhar unke hathon pe mehndi lagegi
Wo parde ke peeche mein parde ke aage, na wo aye aage na main jaoon peeche, woh aage barhenge tho kuch bi na hoga, mein peeche hatunga tho duniya hasegi
Azal se mohabat ki dushman hai duniya, kahin do dilon ko milne na degi, idhar mere dil par kanjar chalega udhar unki ungili pe anguti lagegi :smile:
Attah Ullah.