walikum salam first of all brother parents tu pura deakh ka karta hain but wo nasha karta tha and ap larka ho u no better ka nasha ak baid insaan ka dimag mafloj ho jata hai jo bhi kaho usa wo han ya na mein jawab data hai r chup rahta hai aur usa med da akr bethata tha taka wo chup raha zyda fazool na bola aur unknown ak ghar insaan 1 hour ka liya hi ja sakta hai is sa zyda nai tu kesa pata chal sakta hai kuch bhi us ka realitives acha hain sara lakin wo nai ab area ka logon sa pocha hai tu unho na sub kuch batya hai and i take khula from him last week bht mushkil sa pray for me