dear brother baaqi aaendah ka mujhe intezaar hai.take aqwale zarren ke zarye se hamari zindagyou me kuch sudhar aasake.:inshallah main ummed karti hoon ke aap jald hi bhejenge .allahhafiz
dear brother waqai aap ki baath bilkul sahi hai allah se dua hai ke allah hame aur ummate muslima ko tanqeed karne se zyada apni islah karne wala banaye :amin: allahhafiz
brother zak ye thread :Alhumdill buhath acchi hai har aqwale zarren sub eik se badh kar eik hai mujhe subse ziyada allama iqbal ke shoroo ke do aqwale zarren buth pasand aye kiyonke quran ko samagh karpadhne aur amal karke to insaan ki zindagi sanwar gati hai aur woh allah ka pasandeeda ban jata hai aur quuran to hai hi zabtai hayath aur dastoore hayath allah :arabic2 hum sub ko quran ko padhne ki aur amal ki taufeeq ata farmai ameen allahhafiz
"dono amal kis kadr mukhtalif hain aik woh jis ki lazat a kar chali jay lakin uska wabaal baqi rahay dosra woh amal jis ki mushakkat yaad bhi na rahay lakin us ka ajar baqi rahay."
kaamyabi ka koi shortcut nahe hota , mehnat to kerna perti hai.
Qanoon aur taqat do lazim-o-malzoom cheezain hain.qanoon ,taqat kay bina nafiz nahe ho sakta aur qanoon kay bagair taqat insaaf nahe ker saktee.
farz aik karz ki tarah hota hai jis ki adaigi lazim hoti hai chahay dil na bhi chah raha ho.
جب آدمی کو اس کائنات کے خالق و مالک کا سراغ مل گیا تو اس کو گویا وہ کلید مل گئی جس سے علم حقیقی کے تمام دروازے کھولے جا سکتے ہیں۔ اس کے بعد اس کے فکر کے لیے وہ نقطہ آغاز مل جاتا ہے جہاں سے تحقیق و تفتیش کا صحیح قدم اٹھایا جا سکتا ہے