Aqwaale Zarreen !

  • Thread starter Thread starter zAk
  • Start date Start date
  • Replies Replies 63
  • Views Views 72K

zAk

Abu Ya7ya
Messages
129
Reaction score
174
Gender
Male
Religion
Islam
:sl:

Some Golden Words :



Baaqi Aaeyndah......
 
Last edited by a moderator:
Just wanted to share one SHAIR i heard yest :)

Jamaa karle jitna kar sake --- Maal, Heere, Moti.
Bas itna yaad rakhle --- Kafan mein jeb nahin hoti !
brother.gif







Tht was a wonderful one ! :'(
 
Joo maza denay may hay woo liyney may nahi
:sl: Baat theek lagi :rolleyes:

sl-1.gif


Some Golden Words :

Aisha1.gif


Baaqi Aaeyndah......

:sl: dear brother
baaqi aaendah ka mujhe intezaar hai.take aqwale zarren ke zarye se hamari zindagyou me kuch sudhar aasake.:inshallah main ummed karti hoon ke aap jald hi bhejenge .allahhafiz


Joo maza denay may hay woo liyney may nahi
:sl: baat badi dil ko lagi hai:love: allahhafiz



gr8man said:
apni isslah bohat mushkil hay aur dosoron per nukta chini bohat asan

:sl: dear brother
waqai aap ki baath bilkul sahi hai allah se dua hai ke allah hame aur ummate muslima ko tanqeed karne se zyada apni islah karne wala banaye :amin: allahhafiz


zAk said:
Allama Iqbal :
Iqbal1.gif

brother zak :sl:
ye thread :Alhumdill buhath acchi hai har aqwale zarren sub eik se badh kar eik hai mujhe subse ziyada allama iqbal ke shoroo ke do aqwale zarren buth pasand aye kiyonke quran ko samagh karpadhne aur amal karke to insaan ki zindagi sanwar gati hai aur woh allah ka pasandeeda ban jata hai aur quuran to hai hi zabtai hayath aur dastoore hayath allah :arabic2
hum sub ko quran ko padhne ki aur amal ki taufeeq ata farmai ameen allahhafiz


Assubhubada said:
My fav one is

"Allah ke haan der hai andher nahi"

:sl: beshakh ummeed par dunya qayam hai allahhafiz


 
Last edited by a moderator:
:sl:
"dono amal kis kadr mukhtalif hain aik woh jis ki lazat a kar chali jay lakin uska wabaal baqi rahay dosra woh amal jis ki mushakkat yaad bhi na rahay lakin us ka ajar baqi rahay."


kaamyabi ka koi shortcut nahe hota , mehnat to kerna perti hai.



Qanoon aur taqat do lazim-o-malzoom cheezain hain.qanoon ,taqat kay bina nafiz nahe ho sakta aur qanoon kay bagair taqat insaaf nahe ker saktee.



farz aik karz ki tarah hota hai jis ki adaigi lazim hoti hai chahay dil na bhi chah raha ho.
 
Last edited by a moderator:
Haqeeqi khubsorti ka chashma dil hai-Agar yeh seha ho tu chamakti annkhay khuch kam nahi deyti-


Nemat ka milna azmayish hai kay tum shukar karte ho ya nashukri(farmane khuda)

agar gunah par ahmada hai tu koi aasa maqaam talash kar jaha khuda nah ho(hazrat osman ra)

Beydaar kar denay wala gham ,ghafil kar denay wali khushi say badar jeha betar hain...


aqwalezareenps2-1.gif

 
Last edited by a moderator:
Re: Urdu General

:sl:

Hazrat Mujadid Alif Thani Ra

MujadadAliphSani01-1.gif


[FONT=Verdana, Arial, Helvetica, sans-serif][/FONT]
 
.



جب آدمی کو اس کائنات کے خالق و مالک کا سراغ مل گیا تو اس کو گویا وہ کلید مل گئی جس سے علم حقیقی کے تمام دروازے کھولے جا سکتے ہیں۔ اس کے بعد اس کے فکر کے لیے وہ نقطہ آغاز مل جاتا ہے جہاں سے تحقیق و تفتیش کا صحیح قدم اٹھایا جا سکتا ہے
 
:sl:

Sister kiya app in aqwaal e Zureen ka link post kardain gee

app ka Shukar guzar rahoon ga

:w:
 
Re: Urdu General

^ brother wheres "aqwal e zareen" thread? it use to be a sticky one.
 

Similar Threads

Back
Top