Main pahla hoon

  • Thread starter Thread starter Danish
  • Start date Start date
  • Replies Replies 54
  • Views Views 14K
Status
Not open for further replies.
zAk said:
~lol~

aur tab, ek novel padhne ke liye ek hafta lagega :D
mein ek novel abt 100-150 pages ek hi raat mein padh leta hoon :-[


WOAHH...THATS FAST READING.........! NAHH I WEEK BOHTU KAM HAI I THINK ILL TAKE ABT A MONTH........LOL....!! URDU IS HARD WHEN IT COEMS TO READING....BUT WRITING IS AWESOME.....!
MA'SALAMH
 
aaah

urdu likhni bohat :mad: laikin mujhay arbi likhni bohat achi lagti hai! haha
 
Last edited:
Asslam O Aleakum

Umeed hia sub khair khairyat hogi hmm to miss SalafiFemaleJih mene to app ki aik post parhi hia jis mani app ne award manga hia apni achi urdu ke liye aur app keh rahi ke app ko urdu likhna aur perhna nahi ati................hm mere khayal main app thora buhat likha aur perh letay hian ........... khair yeh Ibne Safi ka nam to mene bhi nahi suna khair woh india say Pakistan kyon a gai yeh to app ne bataya nahi Zak Bhai ......... apna khas khayal rukhye ga aur duaon main yaad rukhye ga

Jazakallah
Wassalam
 
:sl:
urdu or hindi may kia farq hay? akhar app ko hindi ataee hay to app yeh par saktay hay?
 
Wafaat means death,

wow itna acha lag raha hai urdu parhan, when u r among those speak one language for long time and u hear a complete different language with different accent is quite fascinating and khushgawar ahsaas hai, Zak bro, aap kafi achi urdu boltey hain. regarding ibne safi, wo bohut intelleigent they, mainey unki kafi books parhe hai Imran series ki jasoosi novel, lol aapko aakhiri page tak nahi pata hota hai kahani ka result kia hai. shayad aapko pata na ho, ibne safi nay ISI pakistani secret service main bhi jasoosi kay ooper lectures diye they sheeeeeeeesh kisi ko batana nahi :P hehhe, khair kafi acha lagraha hai urdu parhna aur ussay bhi ziada bolna.

Salaam
 
wa alaikum assalam

amani.. aap urdu mein likhain! :mad:

;)
 
hahaha :zip:

inglistan ;) ka mausam khuda na khasta acha hota hai ;)
 
haha

kyun ke yahan mausam har waqt kharab rehta hai .. (meray hisaab se) baarish, thand, (kalay/saleti) badal :? .. halan ke garmiyon mein bhi mausam garam nahi hota itna khaas ;D aik do din garmiyan, phirr baarish aik hafta, phirr do din garmiyan, phirr aik hafta baarish. lol :p
 
Last edited:
salaam,
^ kaafi wierd mausam hai inglistan ka! lol! mashaALlah se yahan india mein.....kaafi ahca mausam hai........ :)
ma'salama
 
wa alaikum assalam

hmm.. theek hai.. adi hogayi houn ab ;)

aaj bhi mausam acha hai!
 
Status
Not open for further replies.

Similar Threads

Back
Top