miswaak ki ahmiyat

  • Thread starter Thread starter era
  • Start date Start date
  • Replies Replies 5
  • Views Views 4K

era

IB Expert
Messages
1,117
Reaction score
59
Gender
Female
Religion
Islam
miswak17ab.gif

miswak26os.gif
 
Last edited:
waise yeh article padh kar meray zeyain mein aik sewal uda hain ..........

kya ramzan mien maswaak karne say rooza tota hain????

kyon kay mien neh aik dafa maswaak istemal ki thi aur is ka bhi tooth past ki tara aik appna taste hota hain......
 
kya ramzan mien maswaak karne say rooza tota hain????
nahi rozay may miswak kar saktay hain roza nahi tootta

kyon kay mien neh aik dafa maswaak istemal ki thi aur is ka bhi tooth past ki tara aik appna taste hota hain......

miswaak tooth paste to istaymaal nahi karliya:rollseyes

miswaak ka maza kysa hoota hay voh to lakhdi hay:?
 
miswaak tooth paste to istaymaal nahi karliya

LoL sis nahi mujhay yaqeen hain kay mein neh miswaak hi istemal ki thi tooth paste nahi

miswaak ka maza kysa hoota hay voh to lakhdi hay

Liken sis agar lakhdi ki khushbo ho sakti hain tu taste kyon nahi ho sakta ......waise jo miswaak mien neh istemal ki thi us ka tu taste tha :p
 
LoL sis nahi mujhay yaqeen hain kay mein neh miswaak hi istemal ki thi tooth paste nahi

acha tab to theek hay:okay:

Liken sis agar lakhdi ki khushbo ho sakti hain tu taste kyon nahi ho sakta ......waise jo miswaak mien neh istemal ki thi us ka tu taste tha

acha phir mery miswaak may taste kiyoon nahi hay?+o(
 

Similar Threads

Back
Top