Musalman aur uski Namaaz

rehmans_mba

Rising Member
Messages
16
Reaction score
1
Maine Jumah ke bayyan mein sunatha ke

Ek bade buzurg zamane mein guzrehain, kaha ke musalmaan 6 namoonon ka bana hua hai.

No1. Asli musalmaan woh jo sahi waqt per namaaz ko ada karta hai aur namaaz ko qaza nahi karta

No 2. Fasli Namaaz woh ke jo insann namaaz ki pairwi karta hai lekin jab, tab ke koi important maukha aata hai jaise ek farmer Barsaat ke mausam mein Fasal ki zyada khayaal rakhta hai usi tarah Fasli namaaz ada karne wala jaise Ramzaan aata hai to namaaz ko ada karleta hai lekin ramzaan khatam hote hi Masjid ki taraf mud ke bhi nai dekhta.

No3. Nakhli Namaaz: Jo ke na namaaz padta aur na koshish karta aur karta bhi to dil se nai padta jo ke allah ke paas khubool nai hoti.

No4. Fasaat ki namaaz: jo namaaz ada karta lekin yeh samjkar ke agar main namaaz nahi padha to mere khareeb dost mujhe bura bhala bolte.

No5. 8 ki namaaz yaani woh shaks jo sirf WEEKLY once yaani jumah ki namaaz padta hai.

No6 360. Ki Namaaz yaani Saal mein sirf ek baar.

Allah se dua hai ke allah hamein hidayat ata farmaye
 
Ameen summah ameen
ALLAH saare musalman bhai behnon ko hidayat dein kyunki jo baatein aapke post me hain woh bilkul sachchi hai,,,,,,
Dar hota hai ki pata nahin main kiski fehrisht me hoon
itne achche post ke liye aapko ek rep(positive)
 
Ameen summah ameen
ALLAH saare musalman bhai behnon ko hidayat dein kyunki jo baatein aapke post me hain woh bilkul sachchi hai,,,,,,
Dar hota hai ki pata nahin main kiski fehrisht me hoon
itne achche post ke liye aapko ek rep(positive)

Wa alaykum assalam

sub taareef ALLAH SWT ko sada hai jo hum sub ko insaan banaya aur usse bhi zyada hamein ummate mohammadi PBUH banaya. Dost kabhi kuch achi baat hai to share karn ataake main bhi kuch seekhun. warna to urdu parast log bohat kum aate hain is forum mein.

allah haafiz:thankyou:
 

Similar Threads

Back
Top