Share shairs with us..

  • Thread starter Thread starter always-SM
  • Start date Start date
  • Replies Replies 11
  • Views Views 3K

always-SM

New member
Messages
7
Reaction score
1
:salamext:
How are you all?
I am new here, and I don't know how everything works, but I will try my best.
I love to write shairs, and I love to read shairs by other writers.. I am writing a book with shairs and I will give it to my older sister, because she loves shairs:statisfie
So can you please share your shairs with us? The shairs dont have to be written by yourself.. :)
Thanks..
Sameenah<3
 
:sl:
Welcome to the forum sis!!
EDIT: Do you mean Shayiri? As in poems?
 
Share your Shairs also.
here is the one I like:

Ulti hi chal chalty hain dewangan e eshiq
Ankhon ko band kar laytay hain dedar kay liay

Bro zAk will add his favorite shortly :)
 
Salam..
Yes I mean poetry..
My urdu and english are really bad, cause I live in Norway :-[ But I hope you will understand :)
 
never understood how people can write shi'ir, you must be a genius, go ahead and share:)
 
I want to share someone.. I have wrote some of them.. :)


Khuda na kare aap ko koi ghum miley
Khushiya aur hasi har dum miley
Jab bhi kabhi koi ghum aap ko ane lage
Khuda kare rasatey main usay hum miley​


Phool khilte rahein zindagi ki raah main
Hassi chamakti rahe aap ki nigah main
Kadam kadam par mile khushi ki bhar aap ko
Dil deta hai yeh dua baar baar aap ko



Chale gaye ho dur kuch pal ke liye
Dur rehkar bhi karib ho har pal ke liye
Kesi yaad na aaye aap ki ek pal ke liye
Jab dil me ho aap har pal ke liye

Aisa dost chahiye jo hame apna maan sake
Humare har dukh ko jaan sake
Chal rahe ho hum teyz barish main
Phir bhi pani main se ansoon ko pehchaan sake

Khushboo ko khusboo ka tohfa nahi dete
Raat ko raat ka tohfa nahi dete
main aap ko tohfay main chand de to doon
magar chand ko chand ka tohfa nahi dete

Nikalte hain aanso jab mulaqat nahi hoti
Toot jata hai dil jab baat nahi hoti
Teri jaan ki qasam jo tu yaad na aye
Aisi to meri zindagi may koi raat nahi hoti​
 
Aqal main jo ghir gaya la intiha kyoon ker huwa
jo samaj main a gaya phir woh khuda kyoon ker huwa

by Naaq Khaliwi
 
Wahi taj hai wahi takht hai wahi zahar hai wahi jaam hai
ye wahi Khudaa ki zameen hai ye wahi buton ka nizaam hai

bare shauq se meraa ghar jalaa, koi aanch na tujh pe aaye gi
ye zubaan kisi ne Khareed li, ye qalam kisi kaa Ghulam hai

main ye maantaa hoon mere diye teri aandhiyon ne bujhaa diye
magar ek jugnu hawaaon mein abhi roshni kaa imaam hai
 

Similar Threads

Back
Top