kafer hay Musalma, to na shahi, na faqeri
Momin hay tu karta hay faqeri main bhi shahi
kafer hay tu shamsher peh karta hay bharosa
Momin hay tu be taygh bhi larta hay Sipahi
Aslam u Alikum
sister yeh ju shaiyr hay us nazam ka hay jo main pehlay post kar chuka hone but koi baat nahi
yeh bataan e asar hazir kay banay hain madrasay main
na adaen kafirana! na tarash e azarana!
nahi iss khulee fiza main koi gosha e faraghat
ye janha ajab hay! na kafass, na ashiyanah
Nigah o masti main wohi Awaal, wohi Akhir!
wohi Quran, wohi Furqaan, wohi yaseen, wohi taha
sunai kay adaab say main nay ghawassi na ki warna
abhi iss behr main baqi hain lakhoon loloay la la !
ohtah jaag garha arhay mar nahi yehi suun teray darkar nahi
kithay hay sultan sikandar? muat na chaday peer peghember (Prophet)
(shaiir of Baba Bulay Shah)