Shayiri

  • Thread starter Thread starter habib
  • Start date Start date
  • Replies Replies 1K
  • Views Views 680K
islam ka zamanay may sikka bithadiya
apni misaal app hain Yaran-e-Mustafa

Alif again
 
Asalam u Alikum
yoon hath nahi ata woh gohar e yak danah
yak rangi o azadi aay himat e mardanah

next hae
Walikum as Salam
 
:sl:
himmat keray insaan to kiya ho naheen sakta
woh kon sa uqda hai jo waa ho nahin sakta..!!
next: alif
 
Asalam u Alikum
maan ki dunya? maan ki maun ki dunya saoz o masti jazab o shooq
taan ki dunya ? taan ki dunya sood o soda maqro fun
maan ki dolat hath aati hay tu phir jati nahi
taan ki dolat chaoun hay? aata hay dhaan, jata hay dhaan
maan ki dunya main na paya main nay afrangi o barhaman
pani pani kar gai mujh ko qalandar ki yeh baat
tu jhuoka jab ghaer kay aga na taan tera, na maan
Walikum as Salam
 
:sl:
Na tera khuda koi aur hay na mera khuda koi aur hay
yey jo rasatay hain juda juda yey muamla koi aur hay

yey
:w:
 
salaamz

yeh duniya hai bedardon ki
yahan har raaz chupana partha hai
dil mein ho lakhon zakham
phir bhi mehfil mein muskurana partha hai


take care
w/salaamz :)
 
:sl:
aei musalman tu to kabhi masjood e malaik tha
phir yeh shaitaan ki ghulame kiyun teree taqdeer banee?!!
next: yay..
 
:sl:
ya sanjar o tukhral ka aaeen e jahangheri!
ya mard e qalander kay andazi malookanah!

next hae
:w:
 
Asalam u Alikum

nalah hay bulbul e shoreydah tera kaam abhi
apnay senah main ausay aur zara thaam abhi

next yee
Walikum as Salam
 
:sl:
naheen hai na umeed iqbal apni kashte weeran say
zara nam ho to yeh mitti bari zarkhiaz hai saqi..
 
yey mujey pareshan khatir ko pegham labay sahil nay diya
hay dooor wsalay bahra abhi tu darya may ghabra bhi gai
 

Similar Threads

Back
Top