Shayiri

  • Thread starter Thread starter habib
  • Start date Start date
  • Replies Replies 1K
  • Views Views 680K
Asalam u Alikum

yeh zindagi fareeb musalsal na ho kaheen
shayed aseer daam bala ho gaya hoon main

next noon
Walikum as Salam
 
Asalam u Alikum

yeh zindagi fareeb musalsal na ho kaheen
shayed aseer daam bala ho gaya hoon main

next noon
Walikum as Salam

:sl:

na thi haal ki jab humain apni khabar...
rahe dekhte oron k aib-o-hunar...
pari apni buraiyoon par jo nazar...
to nigah main koi bura na raha...

next Alif

:w:
 
:sl:
apnay man main doob ker pa jaa suraghe zindagi
tu mera naheen banta na ben, apna to ban..!!
next: noon
 
Asalam u Alikum

na hath uthae falaq go humaray kahnay say
kis deymagh kay ho do ba do kaminay say

next yee
Walikum as Salam
 
Asalamualikum

Yaro yehi dositi hay kismat say jo milay hay
sub sang chalay sub rang chalay chaltay rahain yun sada

Alif
Walikumsalam
 
Asalam u Alikum

Aay taeyr e lahoti us rizq say mooth achi
jiss rizq say ati ho parvaaz main kotahi

next again yee
Walikum as Salam
 
يا رب! دل مسلم کو وہ زندہ تمنا دے
جو قلب کو گرما دے ، جو روح کو تڑپا دے
پھر وادي فاراں کے ہر ذرے کو چمکا دے
پھر شوق تماشا دے، پھر ذوق تقاضا دے
محروم تماشا کو پھر ديدئہ بينا دے
ديکھا ہے جو کچھ ميں نے اوروں کو بھي دکھلا دے
بھٹکے ہوئے آہو کو پھر سوئے حرم لے چل
اس شہر کے خوگر کو پھر وسعت صحرا دے
پيدا دل ويراں ميں پھر شورش محشر کر
اس محمل خالي کو پھر شاہد ليلا دے
اس دور کي ظلمت ميں ہر قلب پريشاں کو
وہ داغ محبت دے جو چاند کو شرما دے
رفعت ميں مقاصد کو ہمدوش ثريا کر
خودداري ساحل دے، آزادي دريا دے
بے لوث محبت ہو ، بے باک صداقت ہو
سينوں ميں اجالا کر، دل صورت مينا دے
احساس عنايت کر آثار مصيبت کا
امروز کي شورش ميں انديشہء فردا دے
ميں بلبل نالاں ہوں اک اجڑے گلستاں کا
تاثير کا سائل ہوں ، محتاج کو ، داتا دے!

 
Asalam u Alikum
app ghor say parhain aur dekhain daal nahi yee hay

yoon kabhi nojavaan nah marta main
teray Aahad shabaab nay Mara
momin asbuss hain bey shumar gunah
ghaam rooz e Hissaab nay Mara

next alif
Walikum as Salam
 
Asalamualikum

Inhi kay liyey yahan hay namat khuda ki
inhi per hay wahan jakay rahmat khuda ki

yahan=dunya may
wahan=akharat may

next word yey
Walikumsalam
 
Asalam u Alikum

yaheen behshat bhi hay, hoor jibrael bhi hay
teri nigah main abhi shokhi nazara nahi!

next noon
Walikum as Salam
 
Na sataaish ki tamanna na silay ki parwa
gar nahi hain meray ashaar may maeina na sahi
 
Asalam u Alikum
har kissi ko chahiya kah aglay lafz ka zaroor bataya karian

yaroo main nay apna seena apnay hathoo chaak kiya hay
such kahtay ho,lakin deykho ..apnay hathoo see tu raha hoon

next noon
Walikum as Salam
 
Nah tha khuch tu khuda tha,khuch hota tu khuda hota
Daboya mujh ko honay nay,nah hota mein tu kya hota
Hua jab gham say yohun tu gham kya sar kay katnay ka
Nah hota gar joda tan say tu zanoo pay dara hota
Hui modat kay ghalib mar gahe ha,par yaad aata hai
Wo her aik baat pay kena kay yohun hota tu kya hota


okay i got an idea why not we play in different way for example

i will write the first half of the sher and then second person write the another half..

I think it will be more interesting ...........

here iam writting the first line now another person write second line to compelete this sher:D

Ahsaas kaa andaaz badal jaata hai Warna
 
Nah tha khuch tu khuda tha,khuch hota tu khuda hota
Daboya mujh ko honay nay,nah hota mein tu kya hota
Hua jab gham say yohun tu gham kya sar kay katnay ka
Nah hota gar joda tan say tu zanoo pay dara hota
Hui modat kay ghalib mar gahe ha,par yaad aata hai
Wo her aik baat pay kena kay yohun hota tu kya hota


okay i got an idea why not we play in different way for example

i will write the first half of the sher and then second person write the another half..

I think it will be more interesting ...........

here iam writting the first line now another person write second line to compelete this sher:D

Ahsaas kaa andaaz badal jaata hai Warna


:sl:
Sister dont u think it will be more dificult to write the secong stenza of the shaiir, wht i think that's the last word game is perfect otherwise wht the other members say!!

I am cont. the last word game:rollseyes

Allah kay habib kay piyaray issi pay thay
sab arsh kabera kay sitaray issi pay thay
issi liyey asman ka rutba zameen say kamtar tha

next word Alif
 
:sl:

Asman se utari hai,taron se sajai hai,
Chand ki chandni se nehlai hai.
Ae Dost sambhal ke rakhna yeh dosti,
Ye dosti hamari zindagi bhar ki kamai hai.

:w:
 
yeh zindagi hai hi kuch aisi...
keh sub kuch paa kar phir bhi humareh paas kuch nahin...
mujhe hai Janath ka inthezaar...
is duniya ki koi khushi ka nahin
 
yeh zindagi hai hi kuch aisi...
keh sub kuch paa kar phir bhi humareh paas kuch nahin...
mujhe hai Janath ka inthezaar...
is duniya ki koi khushi ka nahin

:sl:

Na collegon say na schoolon kay dar say peeda
Ilm hota hia buzrogon ke naseehat say peeda

:w:
 
Asalam u Alikum
Masha'Allah bohat khoob lonely boy

apna tu hay zahir o batin aik magar
yaroon ki gaftaar juda, kirdaar juda

next alif
Walikum as Salam
 
Asalam u Alikum
Masha'Allah bohat khoob lonely boy

apna tu hay zahir o batin aik magar
yaroon ki gaftaar juda, kirdaar juda

next alif
Walikum as Salam
 

Similar Threads

Back
Top