Shayiri

  • Thread starter Thread starter habib
  • Start date Start date
  • Replies Replies 1K
  • Views Views 680K
:sl:

Ahdee Hazir main Malikul moth hay tera jiss na
Roh qabaz ki tari day kar tujhay fiqar e maash

:w:
 
^bahut acha

A un ki mehfil mein aane walo,A so do so da batane walo
Jo un ki mehfil men aah kay beido tu sari duniya bula kay beidow
 
apni mitti pey chalney ka saliqa sikho
sang e mar mar pey chalo gay to phisal jao gay
 
i think urdu is cool..i have some paki friends..who i realllyy like..but one speaks pashto..the other just says its "original" urdu, and the 3rd punjabi (hope i spelled it right!) well....they speak differently..what's the difference? and so does bengalis..they speak wrong..(the ones in my class) cuz my teacher said he doesn't understand it cuz it's the one they use in the village...and it's VERY different..i can say somethin in urdu tho..lets see if anyone uderstands...may tumse pyaar karteeho..i think thats it? i say that 2 my mother a lot
 
Salaamz

lol sis u said...'i luv u' :)

hummmmmmmmm.......yep urdu is kewl innit!! ;)

w/salaam :)
 
:sl:

BB Islamic kuri app ko language punjabi achi lagtee hogai lakin
ju baat urdu main hay woh kissi aur Zabaan main nahi hay
jo Shayiri Urdu may hoti hay woh aur kissi Zabaan main nahi hosakti
Urdu ki khasiyaat yeh hay ka app bardee asanee kay saat iss main dosri Zabaano kay alfaaz istimaal kar saktain hain
yeh kamaal app ko dusri kissi bhi Zabaan main nahi milay ka

:w:
 
Assalamu Alaikum

Brother wkas, even though I am not a Pakistani and can only speak a little of Urdu, what you have written is true, to me, is lee ye Urdu khi bhat itne achi hai, mere Ma buhut pasand karti. Aur mere Ma mujhse kehte hai me Urdu siklu thu mere zabhan Urdu lee ye achi hu ga.

My Mother really likes the Urdu language she can also speak it! Mashallah Ta'ala, so mere lee ye Du'a karna Bhaiyu ur Behno is lee ye me mere Urdu khi zubhan achi karna sakhthi h.

Forgive me if this is all wrong! I ahve tried Inshallah Ta'ala I shall soon perfect it.

Here is a shayiri by Junaid Jamshed:
Illahi tere chukut par
Bikhari ban ke aya hu
Sara fa pak ra hun
Izaat ka damut sath laya hun

Asslamu Alaikum
Shakirah
 
نقش فریادی ہے کس کی شوخیِ تحریر کا
کاغذی ہے پیرہن ہر پیکرِ تصویر کا

1) about whose mischievousness of writing is the image/painting a plaintiff?
2) of paper is the robe of every figure of the picture
 
:sl:

Jis jagah meri ammi maujood nahin hon

Kuchh bhi ho wo ghar nahin ho sakta hai mera

Darvaazey pe jiskey wo meri raah na dekhein
Kuchh bhi ho wo dar nahin ho sakta hai mera

Ammi ki baat sunkar jo khud se na jhukey
Kuchh bhi ho wo sar nahin ho sakta hai mera





:w:
 
Last edited:
:sl:

Jis jagah meri ammi maujood nahin hon

Kuchh bhi ho wo ghar nahin ho sakta hai mera

Darvaazey pe jiskey wo meri raah na dekhein
Kuchh bhi ho wo dar nahin ho sakta hai mera

Ammi ki baat sunkar jo khud se na jhukey
Kuchh bhi ho wo sar nahin ho sakta hai mera





:w:

gr8man:) keep this spirit
 
:sl:

yeh sahar jo kabhi farda hay kabhi hay amrooz
nahi maloom kah hoti hay kaanha say peyda
woh sahar jiss say larazta hay shabistan e wajood
hoti hay Banda e Momen ki Azaan say peyda

:w:
 

Similar Threads

Back
Top