Re: سیرت النبی پر اردو میں لکھی گئی عجیب کتاب
waqae, yeh kitab true urdu speaker hi parh aur samaj sakta hai. is main jo tashbihaat istimal hoe hain woh bohat hi zabardast hain aur bara maza aahta hai parhaty hovy khaas kar sahaba r.a aur azwaaj e rasool ky asal naam jin main nukty aahty hain un naamooh ki jaga jo tashbeehi naam istimal keya hai aur mutabadil lafz istimal keay hain, wo bohat hi zabardast hai.. bahz auhkaat banda samajta hai k koi pahaili poachi gae hai aur sath us ka jawab neechy hasheay main deya gaya hai.