Urdu Poetry

  • Thread starter Thread starter Bin Qasim
  • Start date Start date
  • Replies Replies 214
  • Views Views 83K
Aha!! Kitnay dino balkeh Salon kay Baad Aap ki post nazar ai.
Aik correction kar raha hoon agar Bar e Khatir na guray to

Zinda rahein to kya hey jo mar jaein ham to kia
 
Yes, you are right.

Thanks for correction.

Darasal, me dil ki hadon sey agey chala gya tha, jahan pohnch hon wahan na dil hey na koi jahan.

:exhausted


Aha!! Kitnay dino balkeh Salon kay Baad Aap ki post nazar ai.
Aik correction kar raha hoon agar Bar e Khatir na guray to
 
Darasal, me dil ki hadon sey agey chala gya tha, jahan pohnch hon wahan na dil hey na koi jahan.

:exhausted

rafeeq bhai, abhi moamlah taza taza hai es liye dil ki hudood ka ta'aiyun karna mushkil ho raha hai aap ke liye. :D Aap tho aik hi jhatke mein dil ki hudood ko par kar gaye. :p
 
Faiz Sahab k chand asha'ar pesh-e-khidmat hein

Zinda rahein to kya hey jo mar jaein ham to kia
Dunya sey khamoshi sey guzar jaein ham to kia
Hasti hi apni kia hey zamaney k samney
Ik khaab hein jahan me bikhar jaein ham to kia


Bohut umdaah!! bohut shukria!
 
Na-haq ham majbooron par yeh tohmat hai mukhtari ki
Chahte hain so aap karen hain, ham ko abas bad-naam kiya

(Mir Taqi Mir)
 
Specially for Brother Abdul Rahman,

Kia dekhta hey haath mera chor dey tabeeb,
Yan jaan hi badan me nehi, nabz kia chaley.

There is no Taza taza, and you know, to go out of the force of attraction of earth, an impulsive force is required to propel rocket. To aik hi jhatkey me hadon sey bahar nikla jata hey na.
 
Akhee Rafeeq Bura to nahi maney gay agar main aap say aap ka apna kalam 3nayat karnay ki darkhast karon :X
 
:sl:

Upon your request, 1 haqeer sa sher paish-e-khidmat hey

Men key wo bad naseeb hon jis ko,
Rasta rasta nhi deta....



Akhee Rafeeq Bura to nahi maney gay agar main aap say aap ka apna kalam 3nayat karnay ki darkhast karon :X
 
جسے کوئی نہیں جانتااسے رب جانتا ہے
راز کو راز نہ سمجھو وہ سب جانتا ہے
اگر مانگنا ہے تو اس خدا سے مانگو
زبان پے آنے سے پہلے جو دل کی تڑپ جانتا ہے
 
Mujh sey merey naseeb ki mehroomian na pooch,
ki aarzoo to mout bhi katra key reh gai.
:(
 
ہر وقت کا ہنسنا تجھے برباد نہ کردے
تنہائی کے لمحوں میں کبھی رو بھی لیا کر
(محسن نقوی)
 
!غم بانٹنے کی چیز نہیں پھر بھی دوستو
اک دوسرے کے حال سے واقف رہا کرو
 
ابھی تو خشک ہے موسم، بارش ہو تو سوچیں گے
کہ ہم نے اپنے ارمانوں کو کس مٹی میں بونا ہے
 
:ermm:

Wo chashm-e-intizar kahan baaz baad-e-marg
Dekha to ham ney aankh na lagna bhi khawab tha.

(Hakeem Momin Khan Momin Dehelwi)
 

Similar Threads

Back
Top