Shayiri

  • Thread starter Thread starter habib
  • Start date Start date
  • Replies Replies 1K
  • Views Views 680K
jhapatna palatna palat kar jhapatna
lahoo garm rakhney ka hey aik bahana
 
:sl:

کافی ہے اللھ سب کی حاجت روای کیلیے
نبی، پیغمبر، امام، ولی فقط رہنمای کیلیے
کہتے ہو نماز میں ایاک نعبدو وایاک نستعین
پھرتے ہو پھر بھی دربدر مشکل کشای کیلیے


kafi hay Allah sub ki hajat rawaee kayliya
nabi, peyghamber, imam, wali faqat rahnumaee kayliya
kahtay ho namaz main iyaka naebudoo wa iyaka nastaeen
phirtay ho phir bhi darbadar mushkil kushaee kayliya




:w:
 
wkas my sher ended with re

yun hi gar rota raha ghalib to aye ahle jahan
dekhna in bastiyon ko tum ki weeran ho gayeen

now with noon
 
:sl:

acha tu app yeh khaylna chahteen hain humnay shouru main issi tarhaan thread shouru kiya tha lakin itna shayir nahi ayaay iss waja say woh katam kardiay gaya
phir ba mani aur achay shayir jo kuch kass mutlab rakhtain ho wo hum post kartain hain

if u want to start it again than no problem

:w:
 
zafr admi na janye ga usey wo ho kaisa bhi sahib e fahm o zaka
jisey aish mey yaad e khuda na rahi jisey taish mey khoof e khuda na raha
 
war kar sakta hon mey apney doshman par magar
soochta hon darmian mey phir farq kia reh jaye ga
~~~~~~~~~~~~

aik zindagi amal key liye bhi naseeb ho
ye zindagi to naik irado mey hi kat gai
 
na thi apni khamion per gab nazar,rahe dekhte auron ke aib o honur
pari apni buraiioon per jab nazar ,to nigah main koi bura na raha
 
kuch our shayr
```````
bar e dunya mey raho gham zada ya shaad raho
aysa kuch kar key chalo yaan key bohot yaad raho
meer taqi meer
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
waye nadani key waqt e marg ye sabit howa
khuwab tha jo kuch key dekha jo suna afsana tha
meer dard
 
:sl:

ruthamrahhaypm0.gif


:w:
 
:sl:
Teri azmato se hoon be khaber
ye meri nazer ka qasoor hai

Teri rah guzr mai qadam qadam
kahi arsh hai kahi toor hai

ye baja hai maalik-e- bandagi
meri bandagi mai qasoor hai

ye khata hai meri khata mager
tera naam bhi to gafoor hai

ye bata k tujh se miloo kaha
mujeh tujh se milna zaroor hai

kahi dil ki shirt na daalna
abhi dil nigaahon se door hai


:w:
 
dard e dil key wastey paida kiya insaan ko
warna ta'at key liye kuch kam na they kar o bayan

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

farishta mujh ko kehney sey meri tehqeer hoti hey
mey masjood e malaik hon mujhey insaan rehney do
 
^zabardast

Dard agar admi hota
Tu kirebah say pakarte
Aur kitay
Is tara say retay hain
Bechain diloon kay ander
Is tara karte hain bemaroon say
Dil mein rena hain
Tu theek say rena seekow
Hum tumhe sayte hain
Kuch tum bhi tu sehna seekow
Aik zara si khushi aah jai
Tu jal jatay ho
 
:sl:

عقابی شان سے جھپٹتے تھے جو بے بال و پر نکلے
ستارے شام کے خونِ شفق میں ڈوب کر نکلے
زمیں سے نوریان آسماں پرواز کہتے تھے
یہ خاکی زندہ تر پایندہ تر تابندہ تر نکلے
جہاں میں اہل ایماں صورت خورشید جیتے ہیں
اِدھر دوبے اُدھر نکلے ، اُدھر دوبے اِدھر نکلے


:w:
 

Similar Threads

Back
Top