Aslam u Alikum
sister buhat say log aisay hain jo pehlay apnay watan ya apni zaat ko tarjeeh datain hain iss liya aik sawal ka kaha tha
Walikum as Salam
ki Muhammad say wafa tu nay tu hum taray hay
yeh janhaan cheese hay kiya loho kalam tarain hain
Tahe bar e sange garan hay dil keh khak khak atta huwa
Kaheen fard fard say rabtay kaheen sher bhar say kata huwa
Mujhay samndaroon kay safar pah kisliya behjhtay ho dosto
Meri nao bhi hay chidi hui mera badban bhi phata huwa.
Aslam u Alikum
buhat acha idea hay lakin iss ko agar asaan kardain mera mutlab hain kay uss lafz ko shaiyr main istimal karain
lafz ka saat shaiyr shooro karna tura mushkil hojai ga
yeh kainaat abhi natamaam hay shayed
kah aa rahi hay damadam sadaeen kun fayakoon