Shayiri

  • Thread starter Thread starter habib
  • Start date Start date
  • Replies Replies 1K
  • Views Views 680K
:sl:

bora samjhoon inhay ! mujh say aisa ho nahi sakta!
kay may khud bhi tu hoon iqbal ipnay nukta cheniyon may

:w:
 
yeh aik sawal hay ju app sub apnay app say pouchain

youn tu syed bhi ho,mirza bhi ho, afghan bhi ho
tum sub hi kuch ho batao kiya tum Musalmaa bhi ho?

Walikum as Salam
 
:sl: hum musalmaa toh pehle hai...sab kuch baad mai!! lol



mehak muhabbat KI kam nahi hoti, JANNAT SE ZINDAGI KUM NAHI HOTI. saath zindagi mai dosto ka agar ho toh zindagi jannat se kam nahi hoti!!
 
Aslam u Alikum
sister buhat say log aisay hain jo pehlay apnay watan ya apni zaat ko tarjeeh datain hain iss liya aik sawal ka kaha tha
Walikum as Salam

ki Muhammad say wafa tu nay tu hum taray hay
yeh janhaan cheese hay kiya loho kalam tarain hain
 
Last edited:
Tahe bar e sange garan hay dil keh khak khak atta huwa
Kaheen fard fard say rabtay kaheen sher bhar say kata huwa
Mujhay samndaroon kay safar pah kisliya behjhtay ho dosto
Meri nao bhi hay chidi hui mera badban bhi phata huwa.
 
Aslam u Alikum
janab koi aur shayr kiyon nahi likh raha

aumeed e hoor nay saab kuch sekha rakha hay vaez ko
yeh hazarat deykhnay main sedhay sadhay bholay bhalay hain

Walikum as Salam
 
Asalam u Alikum
bhaiyo aur bhahno
app log kiyon shaiyr nahi likh rahay


chalain main hi likh deta hone

butoone ko toor takhayul kay hon ka pathar kay
zara bhi daar na kar La ilaha ilaa'Allahu
 
Islam kii dawat bhi dii takleef bhi usnay sahi
jis nay dua dushman ko dee, SWALLU ALIHI WA-AALIHII
 
:sl:
jaga jee laganay ki dunya naheen hai
yeh ibrat ki jaa hai tamasha nahen hai..!!
 
Asalam u Alikum
Buhat khoob kiya baat issi tarhain shaiyr likhtay raheen

bay katar kood para atish e namrood main ishq
aqaal hain mahoo e tamashaa lab e baam abhi
 
:sl:
aaj bhi ho jo ibraheem ka imaan paida
aag kar saktee hai andaz e gulistan paida..!!
 
Mujhay Nikal key kuch Kha rahay hain aap
Mehfil main is kiyal say phir aa giya hon main

Sorry for a lil tempering.... ;)
 
:sl:
Ikhtiyarre tabbasum ki lau ko tarranume numayish se aghaa dena...
Jo iska matlab samajh aaye to please mujhe bhi bata dena..... !! :D
 
Aslam u Alikum
yeh baat hoina buhat khoob issi tarhain jaree rakhain shaiyroon ki amad:okay:

is dil kay daredah daman ko, dekho tu sahi, soucho tu sahi
jiss jholi main sou chaadh hova, oos choli ka phelana kiya

Walikum as Salam
 
Aslam u Alikum
buhat acha idea hay lakin iss ko agar asaan kardain mera mutlab hain kay uss lafz ko shaiyr main istimal karain
lafz ka saat shaiyr shooro karna tura mushkil hojai ga

yeh kainaat abhi natamaam hay shayed
kah aa rahi hay damadam sadaeen kun fayakoon

Walikum as Salam
 
:sl:
i was thinking the same thing..its known as bait bazi..
as noon is the last so ill write one wid that..

nalai bulbul ki sunoon aur hama tan gosh rahoon
hum nawa main bhi koi gul hoon kai khamosh rahoon..
again noon..
 

Similar Threads

Back
Top