how do we know when to use
ka, ki, ko? also how to use -taa, -ti, -te behind the verbs?
yeh kya udaas hai? kaun haasid hai? udaas mat... hum sabh yahan, urdu ka sikhna liye... ao, hum khush khushi urdu sikhtaa hain... hopefully my sentence is correct :embarrass...
*Urdu accent* Sorry, did you guys take me seriously? lol... I was joking. :X
Aap ka jumla bama' kuch aghlat ke durust (correct) hai.![]()
shukria..... urdu bari mushkil hai :skeleton:
ka = masculine singular = Yeh kis ka pen hai? Whose pen is this?
ki = feminine singular = Yeh kis ki kameez hai? Whose shirt is this?
kay=pleural both genders= Woh kapray kis kay hain? Whose clothes are those?
Ko = directing some action towards something = Yeh glass kis ko doon? Whom should i give this glass?
-taa = male singular = main achay kaam kartaa hoon. I do good things.
-ti/-tee=female sigular= Woh school jatee hai. She goes to school.
-te/-tay=pleural both genders= Woh mujh par hanstay hain. They laugh at me.![]()
Kiya baat hai? Es dhaghe mein bari khamoshi hai?
Acha shghal mela bhi chal raha hay or yaqeenan lag seekh be rahay hain.
Shagird tho qabil hain par ustaad sahib (br zAk) kuch ziyeda waqt nahi de pa rahe.![]()
Bath Ustaad par chal rahi hai tho main aap ko batata hoon keh main aik aise Ustaad ke bare mein janta hoon jo aik hi waqt mein kai jagha par pae jate hain. Lagta hai keh woh rohaniyaat ke kisi bohot alaa muqaam par faiz hain. Baharhaal yeh tho baton se bath nikal aa-e
Mujhe bachpan hi se rohaniyat seekhne ka shaoq raha hai. Lekin main rohaniyat ke bare mein kuch khaas nahi janta. Main ne aik dhage banaya tha "silsilah" ke maozu se lekin woh delete kar diya geya. Kiya main yahan es maozu par kuch bath cheet kar sakta hoon?[/QUOTE]
meri taraf sae toe eejaazat hai..... baakiyoon kaa pataa nahee.
^lolshughal mela?
aur yaqeenan log sheekh bhi rahay hain. :ermm:
Follow along with the video below to see how to install our site as a web app on your home screen.
Note: This feature may not be available in some browsers.