Urdu Poetry

  • Thread starter Thread starter Bin Qasim
  • Start date Start date
  • Replies Replies 214
  • Views Views 83K
یہ اردو شاعری کا دھاگا پھر شروع کر گیا ہے
چلیں اچھی بات ہے
مگر کوشش کریں کہ اردو میں بھی ساتھ ساتھ لیکھیں
 
Naam nabi ka laboon pe sajaa kar..
hum muqadaar jagaate rahein ge..
saath jab tak diya zindagi ne..
un ki hi baatein sunaate rahein ge......
 
تجھ کو تنہا کرگیا ہے منفرد رہنے کا شوق
اب اکیلے بیٹھ کر یادوں کے منظر دیکھنا​
 
Ek Humhi The Tere Marqa Aarao me
Khushkiyoon Me Kabhi Larte The Kabhi Dariyaaon Me
Di Azaane Humne Europe Ke Kalisaaon Me
Aur Kabhi Afrika Ke Tapte Hue Sahraaon Me

Shan Aankho Me Na Janchti Thi JahanDaaro KI
Kalma Parhte The Hum Chaaon Me Talwaaro Ki.
 
Last edited:
:sl:

I guess it is ok to talk about Urdu Poetry in here. :)

Kisi ko shauq hai shayari ya nazme sonne ka?

:w:

Oh finally i got it... This Thread,
I love Urdu poetry & poet ,Iqbal's, Dewaan-e-Ghalib, Ahmed faraz... etc

Wah kia shairi se Josh ajata hai... kisi ko apni feelings bataney ka sub se khubsurat andaaaz ... SHAAiri hai.. but Achey Lavel ki:D
 
Well
Now my turn
Andaaz-e-bayan Ger chey Mera Shok Nahi hai...
Shayad K utar jaey terey Dil main meri Baat.

wah wah :-)
 
Iqbal ne kia khoob kaha hai .... aj kal naujawano k leay;
"Nahi tera nasheman Qasrey-sultani ki Gumbud per ...
Tu Shaheen hai baseera ker Paharon ki Chatano per."
 
mashallah, aplog speak urdu so well, me forget most of it jub me pakistan me nay ho,,arrgh
heh, sorry for derailing, back to shi'r:)
 
Ulti hi chal chaltay hain dewangan e Eshq
Ankhon ko band kar laytay hain deedar Kay liay

^ u can speak Urdu :-O you have been to Pak??
 
Nah tha kuchh tao Khuda tha, nah hota kuchh tao Khuda hota
Daboya mujh ko hone ne, nah hota main tao kiya hota?

(Ghalib)
 
Ulti hi chal chaltay hain dewangan e Eshq
Ankhon ko band kar laytay hain deedar Kay liay

^ u can speak Urdu :-O you have been to Pak??
yes, I can, yes we can, change change!-my own ungrezi shi'r-
heh anyway yes, I do speak it, but as a third language:(
 
Humse Pehle Ajab Tha Tere Jahan Ka Manzar
Kahin Masjood The Patthar, Kahin Mabood Shajar
Khugar Paikar Mehsoos Thi Insaan Ki Nazar
Phir Koi Andekhe Khuda Ko Manta Kyonkar?

Tujhko Maloom Hai Leta Na Tha Koi Naam Tera
Kuwat E Bazoo E Musalmaan Ne Kiya Kaam Tera
 
^Sorry, but i didn't quite like it :ermm:Not true. Is kaam ki tawfeeq dene wala bhi wahi hai. Wo hamari mehnat ka mohtaaj nahi hai :ermm:


I agree,but this is from famous Shikwa from Allama Iqbal. I just shared it with U all.
 
Bas Rahe The Yahin Saljook Bhi Turani Bhi
Ahl E Cheen Me, Iran Me Sasani Bhi
Isi Mamoore Me Abad The Unani Bhi
Isi Duniya Me Yahoodi Bhi The, Naasrani Bhi

Par Tere Naam Pe Talwaar Uthai Kisne?
Baat Jo Bigri Hui Thi Wo Banayi Kisne?
 
Last edited:
تم تکلف کو بھی اخلاص سمجھتے ہو فراز
"دوست ہوتا نہیں ہر ہاتھ ملانے والا"

tum takaluf ko bhi eikhlaas samajhtay ho faraz
dost hota nahi har hath milanay wala

 
:sl:
Arz Kia hai..:smile:
BaArey Duniya Main Raho Ghumzada Ya Shaaad Raho...!
Aesa Kuch Ker K cHalo Yan K bUhut YaaD RaHo..

Think Positive
FiAmanALLAH
 
Irade Jinke Pukhta Hon, Nazar Jinki Khuda Pe Ho
Talatum Khez Maujo Se Wo Ghabraya Nahin Karte.
 

Similar Threads

Back
Top