Shayiri

  • Thread starter Thread starter habib
  • Start date Start date
  • Replies Replies 1K
  • Views Views 680K
:sl:

Ye paghaam de gai hai muje bade subha gahi
K kudi k Arifooon ki hai mokame badshahi


:w:
 
:sl:


labon pe aai thi ek bat harfe-haq ban kar
khabar ye phaili jahan mein zaban daraz hain hum
imsad
 
:sl:

Ham to rukhsat hue, auroN ne sambhali dunya
Phir na kehna hui tauhid se khali dunya


:w:
 
:sl:

Lab pay aati hai dua ban k tamana mery..

Zindagi shama ki soorat ho Khudaya mery..



:w:
 
:sl:

Doooooooooooor dunia ka meray dam say andhera ho ja'ey..

Her jagha meray chamaknai say ujaaaaaaaaaaaala ho jaey..

:w:
 
:sl:

ja ke hote hain masajid mein saf ara to ghareeb
zahmate roza jo karte hain gawara to ghareeb
nam leta hai agar koi hamara to ghareeb
parda rakhta hai agar koi tumhara to ghareeb
umara nashae dawlat mein hain ghafil humse
qaem hai millate baiza guraba ke dam se​
 
phool hun gulab kaa? :muddlehea

chameli ka mat samjhnaa? :shade:

aashiq hun aapkaa? :rolleyes:

apni saheli ka mat samjhnaa.:coolalien
 
:sl:

zindagi mai tanha musafir
tanha ji jey jaaon gi
itney saal guzar gayay magar
tanha phirti hoon abhi bhi
kya chahiyey mujhey khuda key siva
yey tanha zindagi sirf uss hi kay naam


*UmmQalam*​
 
šì ÓNnI KÎV§ ÓNnI Ó· ¾eø
šì ÓNnI f¨I š· šÃ™UA îÍ
 
dats fab! masha'Allah....but how cumz I cudnt read it b4? :muddlehea
 
lol! ok..I can safely say you probz didnt coz you seem to have summat ritten in pushto unda your username...does pushto not have a 'font' or alphabet as such?
 
Assalamoalikum
go zara si baat per barson kay yaraanay gaye
lakin itna to howa kuch log pehchanay gaye


hamay bhi a para doston say kuch kaam yani
hamaray doston kay bayfawaa honay ka waqt aya
 

Similar Threads

Back
Top